Ab Nahin LauT Ke Aane Wala, Urdu Ghazal By Akhtar Nazmi

Ab Nahin LauT Ke Aane Wala is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Nazmi. Ab Nahin LauT Ke Aane Wala comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ab Nahin LauT Ke Aane Wala on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب نہیں لوٹ کے آنے والا

اختر نظمی

اب نہیں لوٹ کے آنے والا

گھر کھلا چھوڑ کے جانے والا

ہو گئیں کچھ ادھر ایسی باتیں

رک گیا روز کا آنے والا

عکس آنکھوں سے چرا لیتا ہے

ایک تصویر بنانے والا

لاکھ ہونٹوں پہ ہنسی ہو لیکن

خوش نہیں خوش نظر آنے والا

زد میں طوفان کی آیا کیسے

پیاس ساحل پہ بجھانے والا

رہ گیا ہے مرا سایہ بن کر

مجھ کو خاطر میں نہ لانے والا

بن گیا ہم سفر آخر نظمیؔ

راستہ کاٹ کے جانے والا

اختر نظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Nahin LauT Ke Aane Wala

Akhtar Nazmi

ab nahin lauT ke aane wala
ghar khula chhoD ke jaane wala

ho gain kuchh idhar aisi baaten
ruk gaya roz ka aane wala

aks aaankhon se chura leta hai
ek taswir banane wala

lakh honTon pe hansi ho lekin
KHush nahin KHush nazar aane wala

zad mein tufan ki aaya kaise
pyas sahil pe bujhane wala

rah gaya hai mera saya ban kar
mujh ko KHatir mein na lane wala

ban gaya ham-safar aaKHir 'nazmi'
rasta kaT ke jaane wala

(1361) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ab Nahin LauT Ke Aane Wala written by Akhtar Nazmi at UrduPoint. Ab Nahin LauT Ke Aane Wala is one of the masterpieces written by Akhtar Nazmi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Nazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Nazmi' above.

Ab Nahin LauT Ke Aane Wala is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Nahin LauT Ke Aane Wala, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.