Ye Aane Wala Zamana Hamein Bataega, Urdu Ghazal By Akhtar Nazmi

Ye Aane Wala Zamana Hamein Bataega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Nazmi. Ye Aane Wala Zamana Hamein Bataega comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aane Wala Zamana Hamein Bataega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ آنے والا زمانہ ہمیں بتائے گا

اختر نظمی

یہ آنے والا زمانہ ہمیں بتائے گا

وہ گھر بنائے گا اپنا کہ گھر بسائے گا

میں سارے شہر میں بدنام ہوں خبر ہے مجھے

وہ میرے نام سے کیا فائدہ اٹھائے گا

پھر اس کے بعد اجالے خریدنے ہوں گے

ذرا سی دیر میں سورج تو ڈوب جائے گا

ہے سیرگاہ یہ کچی منڈیر سانپوں کی

یہاں سے کیسے کوئی راستہ بنائے گا

سنائی دیتی نہیں گھر کے شور میں دستک

میں جانتا ہوں جو آئے گا لوٹ جائے گا

میں سوچ بھی نہیں سکتا تھا ان اڑانوں میں

وہ اپنے گاؤں کی مٹی کو بھول جائے گا

ہزاروں روگ تو پالے ہوئے ہو تم نظمیؔ

بچانے والا کہاں تک تمہیں بچائے گا

اختر نظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aane Wala Zamana Hamein Bataega

Akhtar Nazmi

ye aane wala zamana hamein bataega
wo ghar banega apna ki ghar basaega

main sare shahr mein badnam hun KHabar hai mujhe
wo mere nam se kya faeda uThaega

phir us ke baad ujale KHaridne honge
zara si der mein suraj to Dub jaega

hai sair-gah ye kachchi munDer sanpon ki
yahan se kaise koi rasta banega

sunai deti nahin ghar ke shor mein dastak
main jaanta hun jo aaega lauT jaega

main soch bhi nahin sakta tha un uDanon mein
wo apne ganw ki miTTi ko bhul jaega

hazaron rog to pale hue ho tum 'nazmi'
bachane wala kahan tak tumhein bachaega

(1097) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Aane Wala Zamana Hamein Bataega written by Akhtar Nazmi at UrduPoint. Ye Aane Wala Zamana Hamein Bataega is one of the masterpieces written by Akhtar Nazmi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Nazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Nazmi' above.

Ye Aane Wala Zamana Hamein Bataega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aane Wala Zamana Hamein Bataega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.