Ahl-e-KHana Ki Bhi Naraazgi Ki Baaten Kar, Urdu Ghazal By Akhtar Roorkavi

Ahl-e-KHana Ki Bhi Naraazgi Ki Baaten Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Roorkavi. Ahl-e-KHana Ki Bhi Naraazgi Ki Baaten Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ahl-e-KHana Ki Bhi Naraazgi Ki Baaten Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اہل خانہ کی بھی ناراضگی کی باتیں کر

اختر روڑکوی

اہل خانہ کی بھی ناراضگی کی باتیں کر

خود سے خود کی کبھی آوارگی کی باتیں کر

بات خاروں کی ہو انداز میں تلخی واجب

پھول شاداب ہیں شائستگی کی باتیں کر

بے زباں آس لئے دیکھتے ہیں جو تجھ کو

ان کو دے کر زباں وابستگی کی باتیں کر

کوئی حالات سے مجبور بھی ہو سکتا ہے

آج حالات کی ناسازگی کی باتیں کر

ان کا غصے میں عمل ٹھیک نہیں تھا مانا

اب ذرا اپنی بھی دیوانگی کی باتیں کر

ہو نہ ممکن اگر امداد غریباں اخترؔ

دل خراشی نہیں دل بستگی کی باتیں کر

اختر روڑکوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ahl-e-KHana Ki Bhi Naraazgi Ki Baaten Kar

Akhtar Roorkavi

ahl-e-KHana ki bhi naraazgi ki baaten kar
KHud se KHud ki kabhi aawargi ki baaten kar

baat KHaron ki ho andaz mein talKHi wajib
phul shadab hain shaistagi ki baaten kar

be-zaban aas liye dekhte hain jo tujh ko
un ko de kar zaban wabastagi ki baaten kar

koi haalat se majbur bhi ho sakta hai
aaj haalat ki nasazgi ki baaten kar

un ka ghusse mein amal Thik nahin tha mana
ab zara apni bhi diwangi ki baaten kar

ho na mumkin agar imdad-e-ghariban 'aKHtar'
dil-KHarashi nahin dil-bastagi ki baaten kar

(521) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ahl-e-KHana Ki Bhi Naraazgi Ki Baaten Kar written by Akhtar Roorkavi at UrduPoint. Ahl-e-KHana Ki Bhi Naraazgi Ki Baaten Kar is one of the masterpieces written by Akhtar Roorkavi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Roorkavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Roorkavi' above.

Ahl-e-KHana Ki Bhi Naraazgi Ki Baaten Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ahl-e-KHana Ki Bhi Naraazgi Ki Baaten Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.