Jo Zehn-o-dil Ke Zahrile Bahut Hain, Urdu Ghazal By Akhtar Shahjahanpuri

Jo Zehn-o-dil Ke Zahrile Bahut Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Shahjahanpuri. Jo Zehn-o-dil Ke Zahrile Bahut Hain comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jo Zehn-o-dil Ke Zahrile Bahut Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو ذہن و دل کے زہریلے بہت ہیں

اختر شاہجہانپوری

جو ذہن و دل کے زہریلے بہت ہیں

وہی باتوں کے بھی میٹھے بہت ہیں

چلو اہل جنوں کے ساتھ ہو لیں

یہاں اہل خرد سستے بہت ہیں

مری بے چہرگی پر ہنسنے والو

تمہارے آئنے دھندلے بہت ہیں

ذرا یادوں کے ہی پتھر اچھالو

نواح جاں میں سناٹے بہت ہیں

تری بالا قدی بدنام ہوگی

یہاں کے بام و در نیچے بہت ہیں

شجر بے سایہ ہیں سورج برہنہ

مگر ہم عزم کے پکے بہت ہیں

کرو اب فتح کا اعلان اخترؔ

سروں سے سرخ رو نیزے بہت ہیں

اختر شاہجہانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Zehn-o-dil Ke Zahrile Bahut Hain

Akhtar Shahjahanpuri

jo zehn-o-dil ke zahrile bahut hain
wahi baaton ke bhi miThe bahut hain

chalo ahl-e-junun ke sath ho len
yahan ahl-e-KHirad saste bahut hain

meri be-chehragi par hansne walo
tumhaare aaine dhundle bahut hain

zara yaadon ke hi patthar uchhaalo
nawah-e-jaan mein sannaTe bahut hain

teri baala-qadi badnam hogi
yahan ke baam-o-dar niche bahut hain

shajar be-saya hain suraj barahna
magar hum azm ke pakke bahut hain

karo ab fath ka elan 'aKHtar'
saron se surKH-ru neze bahut hain

(947) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Zehn-o-dil Ke Zahrile Bahut Hain written by Akhtar Shahjahanpuri at UrduPoint. Jo Zehn-o-dil Ke Zahrile Bahut Hain is one of the masterpieces written by Akhtar Shahjahanpuri. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Shahjahanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Shahjahanpuri' above.

Jo Zehn-o-dil Ke Zahrile Bahut Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Zehn-o-dil Ke Zahrile Bahut Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.