Lafz Likhna Hai To Phir Kaghaz Ki Niyyat Se Na Dar, Urdu Ghazal By Akhtar Shaikh

Lafz Likhna Hai To Phir Kaghaz Ki Niyyat Se Na Dar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Shaikh. Lafz Likhna Hai To Phir Kaghaz Ki Niyyat Se Na Dar comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Lafz Likhna Hai To Phir Kaghaz Ki Niyyat Se Na Dar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لفظ لکھنا ہے تو پھر کاغذ کی نیت سے نہ ڈر

اختر شیخ

لفظ لکھنا ہے تو پھر کاغذ کی نیت سے نہ ڈر

اس قدر اظہار کی بے معنویت سے نہ ڈر

دیکھ! گلشن میں ابھی شاخ تحیر بانجھ ہے

پھول ہونا ہے تو کھلنے کی اذیت سے نہ ڈر

ہم رہ موسم سفر کی بستیوں کے درمیاں

نقش بر دیوار بارش کی وصیت سے نہ ڈر

ایک ہلکی سی صدا تو بن زباں رکھتا ہے تو

چار جانب خامشی کی اکثریت سے نہ ڈر

آسماں اک دن پتنگا ہو سر شمع زمیں

موم کر اپنے لہو کو جل اذیت سے نہ ڈر

اختر شیخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lafz Likhna Hai To Phir Kaghaz Ki Niyyat Se Na Dar

Akhtar Shaikh

lafz likhna hai to phir kaghaz ki niyyat se na Dar
is qadar izhaar ki be-manawiyyat se na Dar

dekh! gulshan mein abhi shaKH-e-tahayyur banjh hai
phul hona hai to khilne ki aziyyat se na Dar

hamrah-e-mausam safar ki bastiyon ke darmiyan
naqsh-bar-diwar barish ki wasiyyat se na Dar

ek halki si sada to bin zaban rakhta hai tu
chaar jaanib KHamushi ki aksariyyat se na Dar

aasman ek din patinga ho sar-e-sham-e-zamin
mom kar apne lahu ko jal aziyyat se na Dar

(1338) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lafz Likhna Hai To Phir Kaghaz Ki Niyyat Se Na Dar written by Akhtar Shaikh at UrduPoint. Lafz Likhna Hai To Phir Kaghaz Ki Niyyat Se Na Dar is one of the masterpieces written by Akhtar Shaikh. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Shaikh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Shaikh' above.

Lafz Likhna Hai To Phir Kaghaz Ki Niyyat Se Na Dar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lafz Likhna Hai To Phir Kaghaz Ki Niyyat Se Na Dar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.