Hayat Aaj Giran Ho Gai Sabhi Ke Liye, Urdu Ghazal By Akhtar Wajidi

Hayat Aaj Giran Ho Gai Sabhi Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Wajidi. Hayat Aaj Giran Ho Gai Sabhi Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hayat Aaj Giran Ho Gai Sabhi Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حیات آج گراں ہو گئی سبھی کے لئے

اختر واجدی

حیات آج گراں ہو گئی سبھی کے لئے

ترس رہا ہے ہر انسان زندگی کے لئے

نشاط زیست کی تکمیل ہو نہیں سکتی

تمہارا درد ضروری ہے زندگی کے لئے

ریا نمود و نمائش کہاں عبادت میں

خلوص قلب ضروری ہے بندگی کے لئے

اگر ہوں قلب میں احساس کے دیے روشن

بہت سے راستے ملتے ہیں شاعری کے لئے

سخنوران دکن متفق ہیں سب اخترؔ

صفیؔ غزل کے لئے تھا غزل صفیؔ کے لئے

اختر واجدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hayat Aaj Giran Ho Gai Sabhi Ke Liye

Akhtar Wajidi

hayat aaj giran ho gai sabhi ke liye
taras raha hai har insan zindagi ke liye

nashat-e-zist ki takmil ho nahin sakti
tumhaara dard zaruri hai zindagi ke liye

riya numud-o-numaish kahan ibaadat mein
KHulus-e-qalb zaruri hai bandagi ke liye

agar hon qalb mein ehsas ke diye raushan
bahut se raste milte hain shaeri ke liye

suKHanwaran-e-dakan muttafiq hain sab 'aKHtar'
‘safi' ghazal ke liye tha ghazal ‘safi' ke liye

(466) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hayat Aaj Giran Ho Gai Sabhi Ke Liye written by Akhtar Wajidi at UrduPoint. Hayat Aaj Giran Ho Gai Sabhi Ke Liye is one of the masterpieces written by Akhtar Wajidi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Wajidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Wajidi' above.

Hayat Aaj Giran Ho Gai Sabhi Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hayat Aaj Giran Ho Gai Sabhi Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.