Hairat Se Dekhta Hua Chehra Kiya Mujhe, Urdu Ghazal By Akram Naqqash

Hairat Se Dekhta Hua Chehra Kiya Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akram Naqqash. Hairat Se Dekhta Hua Chehra Kiya Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hairat Se Dekhta Hua Chehra Kiya Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حیرت سے دیکھتا ہوا چہرہ کیا مجھے

اکرم نقاش

حیرت سے دیکھتا ہوا چہرہ کیا مجھے

صحرا کیا کبھی کبھی دریا کیا مجھے

کچھ تو عنایتیں ہیں مرے کارساز کی

اور کچھ مرے مزاج نے تنہا کیا مجھے

پتھرا گئی ہے آنکھ بدن بولتا نہیں

جانے کس انتظار نے ایسا کیا مجھے

تو تو سزا کے خوف سے آزاد تھا مگر

میری نگاہ سے کوئی دیکھا کیا مجھے

آنکھوں میں ریت پھیل گئی دیکھتا بھی کیا

سوچوں کے اختیار نے کیا کیا کیا مجھے

اکرم نقاش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hairat Se Dekhta Hua Chehra Kiya Mujhe

Akram Naqqash

hairat se dekhta hua chehra kiya mujhe
sahra kiya kabhi kabhi dariya kiya mujhe

kuchh to inayaten hain mere karsaz ki
aur kuchh mere mizaj ne tanha kiya mujhe

pathra gai hai aankh badan bolta nahin
jaane kis intizar ne aisa kiya mujhe

tu to saza ke KHauf se aazad tha magar
meri nigah se koi dekha kiya mujhe

aankhon mein ret phail gai dekhta bhi kya
sochon ke iKHtiyar ne kya kya kiya mujhe

(800) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hairat Se Dekhta Hua Chehra Kiya Mujhe written by Akram Naqqash at UrduPoint. Hairat Se Dekhta Hua Chehra Kiya Mujhe is one of the masterpieces written by Akram Naqqash. You can also find the complete poetry collection of Akram Naqqash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akram Naqqash' above.

Hairat Se Dekhta Hua Chehra Kiya Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hairat Se Dekhta Hua Chehra Kiya Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.