Zindagi Mein Gham Hi Gham Hain Aur Tu Hai, Urdu Ghazal By Alakh Niranjan

Zindagi Mein Gham Hi Gham Hain Aur Tu Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alakh Niranjan. Zindagi Mein Gham Hi Gham Hain Aur Tu Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Mein Gham Hi Gham Hain Aur Tu Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی میں غم ہی غم ہیں اور تو ہے

الکھ نرنجن

زندگی میں غم ہی غم ہیں اور تو ہے

مرحلے کچھ دم بہ دم ہیں اور تو ہے

باغ میں جب پھول ہیں کانٹیں بھی ہوں گے

زندگی میں جیسے ہم ہیں اور تو ہے

آسماں میں جتنے ہیں یہ چاند تارے

عشق میں اتنے ستم ہیں اور تو ہے

اے خدا اپنا ٹھکانہ چل بتا دے

سامنے دیر و حرم ہیں اور تو ہے

یہ کہانی کیوں الجھتی جا رہی ہے

ہے بھی کیا اس میں کہ ہم ہیں اور تو ہے

مہرباں ہوں گے الکھ اشعار میرے

سب ترے رحم و کرم ہیں اور تو ہے

الکھ نرنجن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Mein Gham Hi Gham Hain Aur Tu Hai

Alakh Niranjan

zindagi mein gham hi gham hain aur tu hai
marhale kuchh dam-ba-dam hain aur tu hai

bagh mein jab phul hain kanTen bhi honge
zindagi mein jaise hum hain aur tu hai

aasman mein jitne hain ye chand tare
ishq mein utne sitam hain aur tu hai

ai KHuda apna Thikana chal bata de
samne dair-o-haram hain aur tu hai

ye kahani kyon ulajhti ja rahi hai
hai bhi kya is mein ki hum hain aur tu hai

mehrban honge alakh ashaar mere
sab tere rahm-o-karam hain aur tu hai

(843) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Mein Gham Hi Gham Hain Aur Tu Hai written by Alakh Niranjan at UrduPoint. Zindagi Mein Gham Hi Gham Hain Aur Tu Hai is one of the masterpieces written by Alakh Niranjan. You can also find the complete poetry collection of Alakh Niranjan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alakh Niranjan' above.

Zindagi Mein Gham Hi Gham Hain Aur Tu Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Mein Gham Hi Gham Hain Aur Tu Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.