Safar Andar Safar Karte Agar Tum, Urdu Ghazal By Alamdar Adam

Safar Andar Safar Karte Agar Tum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alamdar Adam. Safar Andar Safar Karte Agar Tum comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Safar Andar Safar Karte Agar Tum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر اندر سفر کرتے اگر تم

علمدار عدم

سفر اندر سفر کرتے اگر تم

کہانی مختصر کرتے اگر تم

ہمیں منظور تھے سارے تماشے

کسی عنوان پر کرتے اگر تم

سیاست مسئلہ کوئی نہیں تھا

کسی کے نام پر کرتے اگر تم

ہمارے رابطے کٹنے لگے ہیں

کہیں پھر نامہ بر کرتے اگر تم

حقیقت کھل کے آ جاتی نظر میں

حقیقت پر نظر کرتے اگر تم

علمدار عدم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Andar Safar Karte Agar Tum

Alamdar Adam

safar andar safar karte agar tum
kahani muKHtasar karte agar tum

hamein manzur the sare tamashe
kisi unwan par karte agar tum

siyasat masala koi nahin tha
kisi ke nam par karte agar tum

hamare rabte kaTne lage hain
kahin phir nama-bar karte agar tum

haqiqat khul ke aa jati nazar mein
haqiqat par nazar karte agar tum

(619) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Andar Safar Karte Agar Tum written by Alamdar Adam at UrduPoint. Safar Andar Safar Karte Agar Tum is one of the masterpieces written by Alamdar Adam. You can also find the complete poetry collection of Alamdar Adam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alamdar Adam' above.

Safar Andar Safar Karte Agar Tum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Andar Safar Karte Agar Tum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.