Waqt, Urdu Nazam By Aleem Durrani

Waqt is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Aleem Durrani. Waqt comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Waqt on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت

علیم درانی

سہمی سہمی کھوئی کھوئی دشت کی دو ہرنیاں

یاد آتی ہیں مجھے وہ زخم خوردہ لڑکیاں

ان کے چہرے جگمگاتے تھے خزاں کی دھوپ سے

درد کی بارش ہو جیسے روپ کے بہروپ سے

ان کا دل محرومیوں کا ایک گہرا غم لیے

اور آنکھیں جس طرح ہوں جلتے بجھتے سے دیے

آتے جاتے دیکھتا تھا روز ان کو راہ میں

جیسے پاگل ہو چلا تھا میں بھی ان کی چاہ میں

پھر نہ جانے کیا ہوا کس لہر میں وہ کھو گئیں

کوئی ان کا ہو گیا یا وہ کسی کی ہو گئیں

علیم درانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt

Aleem Durrani

sahmi sahmi khoi khoi dasht ki do hirniyan
yaad aati hain mujhe wo zaKHm-KHurda laDkiyan

in ke chehre jagmagate the KHizan ki dhup se
dard ki barish ho jaise rup ke bahrup se

un ka dil mahrumiyon ka ek gahra gham liye
aur aankhen jis tarah hon jalte-bujhte se diye

aate jate dekhta tha roz un ko rah mein
jaise pagal ho chala tha main bhi un ki chah mein

phir na jaane kya hua kis lahr mein wo kho gain
koi un ka ho gaya ya wo kisi ki ho gain

(1127) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt written by Aleem Durrani at UrduPoint. Waqt is one of the masterpieces written by Aleem Durrani. You can also find the complete poetry collection of Aleem Durrani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aleem Durrani' above.

Waqt is a widely read Urdu Nazam. If you like Waqt, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.