Baad Muddat Ke Khula Jauhar-e-nayab Mera, Urdu Ghazal By Aleem Saba Navedi

Baad Muddat Ke Khula Jauhar-e-nayab Mera is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aleem Saba Navedi. Baad Muddat Ke Khula Jauhar-e-nayab Mera comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baad Muddat Ke Khula Jauhar-e-nayab Mera on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بعد مدت کے کھلا جوہر نایاب مرا

علیم صبا نویدی

بعد مدت کے کھلا جوہر نایاب مرا

جو اندھیرے میں تھا روشن ہوا وہ باب مرا

میں زمیں والوں کی آنکھوں میں بھرا ہوں لیکن

آسماں والوں نے دیکھا ہے کوئی خواب مرا

عطر افشانیٔ قربت سے تھی معمور فضا

جذبۂ قطرۂ خوں کب ہوا سیراب مرا

کتنے دریاؤں پہ تھا کالی گھٹاؤں کا جلوس

ایک اک بوند کا پیاسا رہا تالاب مرا

مطمئن ہو گئے احباب مرے خوش ہے زمیں

اک نئی سمت جو بیڑا ہوا غرقاب مرا

سب کے ہونٹوں پہ گلابوں کا تبسم تھا صباؔ

مطمئن میں ہوں کہ ہر زخم ہے شاداب مرا

علیم صبا نویدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baad Muddat Ke Khula Jauhar-e-nayab Mera

Aleem Saba Navedi

baad muddat ke khula jauhar-e-nayab mera
jo andhere mein tha raushan hua wo bab mera

main zamin walon ki aankhon mein bhara hun lekin
aasman walon ne dekha hai koi KHwab mera

itr-afshani-e-qurbat se thi mamur faza
jazba-e-qatra-e-KHun kab hua sairab mera

kitne dariyaon pe tha kali ghaTaon ka julus
ek ek bund ka pyasa raha talab mera

mutmain ho gae ahbab mere KHush hai zamin
ek nai samt jo beDa hua gharqab mera

sab ke honTon pe gulabon ka tabassum tha 'saba'
mutmain main hun ki har zaKHm hai shadab mera

(1257) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baad Muddat Ke Khula Jauhar-e-nayab Mera written by Aleem Saba Navedi at UrduPoint. Baad Muddat Ke Khula Jauhar-e-nayab Mera is one of the masterpieces written by Aleem Saba Navedi. You can also find the complete poetry collection of Aleem Saba Navedi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aleem Saba Navedi' above.

Baad Muddat Ke Khula Jauhar-e-nayab Mera is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baad Muddat Ke Khula Jauhar-e-nayab Mera, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.