Tere KHayal Ka Nashsha Utarta Jata Hai, Urdu Ghazal By Ali Arman

Tere KHayal Ka Nashsha Utarta Jata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Arman. Tere KHayal Ka Nashsha Utarta Jata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere KHayal Ka Nashsha Utarta Jata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے خیال کا نشہ اترتا جاتا ہے

علی ارمان

ترے خیال کا نشہ اترتا جاتا ہے

ٹھہر ٹھہر کے کوئی پل گزرتا جاتا ہے

بکھرتی ہے مرے چہرے پہ جتنی پیلاہٹ

اے زندگی ترا چہرہ نکھرتا جاتا ہے

زمیں کو بھوک لگی پھر کسی تمدن کی

یہ کون زینۂ عبرت اترتا جاتا ہے

بتا رہی ہے تھکن تیرے زرد لہجے کی

ترے لہو میں کوئی خواب مرتا جاتا ہے

جسے سجانا تھا ارمان اس کی زلفوں میں

وہ پھول اس کی طلب میں بکھرتا جاتا ہے

علی ارمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere KHayal Ka Nashsha Utarta Jata Hai

Ali Arman

tere KHayal ka nashsha utarta jata hai
Thahar Thahar ke koi pal guzarta jata hai

bikharti hai mere chehre pe jitni pilahaT
ai zindagi tera chehra nikharta jata hai

zamin ko bhuk lagi phir kisi tamaddun ki
ye kaun zina-e-ibrat utarta jata hai

bata rahi hai thakan tere zard lahje ki
tere lahu mein koi KHwab marta jata hai

jise sajaana tha arman us ki zulfon mein
wo phul us ki talab mein bikharta jata hai

(636) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere KHayal Ka Nashsha Utarta Jata Hai written by Ali Arman at UrduPoint. Tere KHayal Ka Nashsha Utarta Jata Hai is one of the masterpieces written by Ali Arman. You can also find the complete poetry collection of Ali Arman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Arman' above.

Tere KHayal Ka Nashsha Utarta Jata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere KHayal Ka Nashsha Utarta Jata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.