Rang-e-mahfil Se Fuzun-tar Meri Hairani Hai, Urdu Ghazal By Ali Iftikhar Jafri

Rang-e-mahfil Se Fuzun-tar Meri Hairani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Iftikhar Jafri. Rang-e-mahfil Se Fuzun-tar Meri Hairani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rang-e-mahfil Se Fuzun-tar Meri Hairani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رنگ محفل سے فزوں تر مری حیرانی ہے

علی افتخار جعفری

رنگ محفل سے فزوں تر مری حیرانی ہے

پیرہن باعث عزت ہے نہ عریانی ہے

نیند آتی ہے مگر جاگ رہا ہوں سر خواب

آنکھ لگتی ہے تو یہ عمر گزر جانی ہے

اور کیا ہے تری دنیا میں سوائے من و تو

منت غیر کی ذلت ہے جہاں بانی ہے

چوم لو اس کو اسی عالم مدہوشی میں

آخر خواب وہی بے سر و سامانی ہے

اپنے ساماں میں تصاویر بتاں ہیں یہ خطوط

کچھ لکیریں ہیں کف دست ہے پیشانی ہے

علی افتخار جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rang-e-mahfil Se Fuzun-tar Meri Hairani Hai

Ali Iftikhar Jafri

rang-e-mahfil se fuzun-tar meri hairani hai
pairahan bais-e-izzat hai na uryani hai

nind aati hai magar jag raha hun sar-e-KHwab
aankh lagti hai to ye umr guzar jaani hai

aur kya hai teri duniya mein siwa-e-man-o-tu
minnat-e-ghair ki zillat hai jahanbani hai

chum lo us ko isi aalam-e-madhoshi mein
aaKHir-e-KHwab wahi be-sar-o-samani hai

apne saman mein tasawir-e-butan hain ye KHutut
kuchh lakiren hain kaf-e-dast hai peshani hai

(708) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rang-e-mahfil Se Fuzun-tar Meri Hairani Hai written by Ali Iftikhar Jafri at UrduPoint. Rang-e-mahfil Se Fuzun-tar Meri Hairani Hai is one of the masterpieces written by Ali Iftikhar Jafri. You can also find the complete poetry collection of Ali Iftikhar Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Iftikhar Jafri' above.

Rang-e-mahfil Se Fuzun-tar Meri Hairani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rang-e-mahfil Se Fuzun-tar Meri Hairani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.