Tanhai Tumhaari Bhi Zarurat To Nahin Hai, Urdu Ghazal By Ali Kazim

Tanhai Tumhaari Bhi Zarurat To Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Kazim. Tanhai Tumhaari Bhi Zarurat To Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tanhai Tumhaari Bhi Zarurat To Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تنہائی تمہاری بھی ضرورت تو نہیں ہے

علی کاظم

تنہائی تمہاری بھی ضرورت تو نہیں ہے

تم کو بھی کہیں درد محبت تو نہیں ہے

منہ پھیر لیا تم نے ہمیں دیکھنے کے بعد

یہ چیز تمہاری کہیں عادت تو نہیں ہے

وہ مانگتے ہیں آج گناہوں کی معافی

یا رب بتا دے آج قیامت تو نہیں ہے

میں چاہتا ہوں چاند تمہیں کہہ کے پکاروں

پھر سوچتا ہوں کوئی حماقت تو نہیں ہے

دولت ملی تو ٹھیک سے ملنے لگے ہیں لوگ

انسان کی پہچان یہ دولت تو نہیں ہے

علی کاظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tanhai Tumhaari Bhi Zarurat To Nahin Hai

Ali Kazim

tanhai tumhaari bhi zarurat to nahin hai
tum ko bhi kahin dard-e-mohabbat to nahin hai

munh pher liya tum ne hamein dekhne ke baad
ye chiz tumhaari kahin aadat to nahin hai

wo mangte hain aaj gunahon ki muafi
ya-rab bata de aaj qayamat to nahin hai

main chahta hun chand tumhein kah ke pukarun
phir sochta hun koi himaqat to nahin hai

daulat mili to Thik se milne lage hain log
insan ki pahchan ye daulat to nahin hai

(528) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tanhai Tumhaari Bhi Zarurat To Nahin Hai written by Ali Kazim at UrduPoint. Tanhai Tumhaari Bhi Zarurat To Nahin Hai is one of the masterpieces written by Ali Kazim. You can also find the complete poetry collection of Ali Kazim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Kazim' above.

Tanhai Tumhaari Bhi Zarurat To Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tanhai Tumhaari Bhi Zarurat To Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.