Ye Kya Ki KHalq Ko Pura Dikhai Deta Hun, Urdu Ghazal By Ali Muzammil

Ye Kya Ki KHalq Ko Pura Dikhai Deta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Muzammil. Ye Kya Ki KHalq Ko Pura Dikhai Deta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kya Ki KHalq Ko Pura Dikhai Deta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کیا کہ خلق کو پورا دکھائی دیتا ہوں

علی مزمل

یہ کیا کہ خلق کو پورا دکھائی دیتا ہوں

مگر میں خود کو ادھورا سجھائی دیتا ہوں

اجل کو جا کے گریبان سے پکڑ لائے

میں زندگی کو وہاں تک رسائی دیتا ہوں

میں اپنے جسم کے سب منقسم حوالوں کو

بنام رزق سخن کی کمائی دیتا ہوں

وہ زندگی میں مجھے پھر کبھی نہیں ملتا

میں اپنے خوابوں سے جس کو رہائی دیتا ہوں

مجھے صلہ نہ ستائش نہ عدل ہے مطلوب

میں اپنے سامنے اپنی صفائی دیتا ہوں

یہ شور میرا تخاطب نہیں سنے گا علیؔ

میں خامشی کو مکمل سنائی دیتا ہوں

علی مزمل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kya Ki KHalq Ko Pura Dikhai Deta Hun

Ali Muzammil

ye kya ki KHalq ko pura dikhai deta hun
magar main KHud ko adhura sujhai deta hun

ajal ko ja ke gareban se pakaD lae
main zindagi ko wahan tak rasai deta hun

main apne jism ke sab munqasim hawalon ko
ba-nam-e-rizq suKHan ki kamai deta hun

wo zindagi mein mujhe phir kabhi nahin milta
main apne KHwabon se jis ko rihai deta hun

mujhe sila na sataish na adl hai matlub
main apne samne apni safai deta hun

ye shor mera taKHatub nahin sunega 'ali'
main KHamushi ko mukammal sunai deta hun

(811) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kya Ki KHalq Ko Pura Dikhai Deta Hun written by Ali Muzammil at UrduPoint. Ye Kya Ki KHalq Ko Pura Dikhai Deta Hun is one of the masterpieces written by Ali Muzammil. You can also find the complete poetry collection of Ali Muzammil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Muzammil' above.

Ye Kya Ki KHalq Ko Pura Dikhai Deta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kya Ki KHalq Ko Pura Dikhai Deta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.