Aankh Ke Goshe Ho Kar Nam Aabaad Hue, Urdu Ghazal By Ali Qaisar

Aankh Ke Goshe Ho Kar Nam Aabaad Hue is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Qaisar. Aankh Ke Goshe Ho Kar Nam Aabaad Hue comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankh Ke Goshe Ho Kar Nam Aabaad Hue on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھ کے گوشے ہو کر نم آباد ہوئے

علی قیصر

آنکھ کے گوشے ہو کر نم آباد ہوئے

دل کی بستی کے سب غم آباد ہوئے

جیسے اک دریا چومے صحراؤں کو

تیرے لمس پہ ایسے ہم آباد ہوئے

کس نے چھو کر ہم کو ہوش دلایا ہے

کس کے چھونے سے پھر ہم آباد ہوئے

دیواریں دروازے اور ہم دیوانے

سن کر پائل کی چھم چھم آباد ہوئے

دل نے تیرا نام لیا سرشاری میں

سانسوں کے ویران ردھم آباد ہوئے

علی قیصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankh Ke Goshe Ho Kar Nam Aabaad Hue

Ali Qaisar

aankh ke goshe ho kar nam aabaad hue
dil ki basti ke sab gham aabaad hue

jaise ek dariya chume sahraon ko
tere lams pe aise hum aabaad hue

kis ne chhu kar hum ko hosh dilaya hai
kis ke chhune se phir hum aabaad hue

diwaren darwaze aur hum diwane
sun kar pael ki chham-chham aabaad hue

dil ne tera nam liya sarshaari mein
sanson ke viran ridham aabaad hue

(1050) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankh Ke Goshe Ho Kar Nam Aabaad Hue written by Ali Qaisar at UrduPoint. Aankh Ke Goshe Ho Kar Nam Aabaad Hue is one of the masterpieces written by Ali Qaisar. You can also find the complete poetry collection of Ali Qaisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Qaisar' above.

Aankh Ke Goshe Ho Kar Nam Aabaad Hue is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankh Ke Goshe Ho Kar Nam Aabaad Hue, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.