Jahan Koi Nahin Hota Hai Wahan ChiKHta Hai, Urdu Ghazal By Ali Qaisar

Jahan Koi Nahin Hota Hai Wahan ChiKHta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Qaisar. Jahan Koi Nahin Hota Hai Wahan ChiKHta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Koi Nahin Hota Hai Wahan ChiKHta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں کوئی نہیں ہوتا ہے وہاں چیختا ہے

علی قیصر

جہاں کوئی نہیں ہوتا ہے وہاں چیختا ہے

یہ مرا دوست مرے ساتھ کہاں چیختا ہے

چپ ہی رہنے کی تمنا ترے درویش کو ہے

ورنہ جس شخص کو ملتا ہے زیاں چیختا ہے

بعض اوقات جو سگریٹ میں کچل دیتا ہوں

ادھ جلے سوختہ سگریٹ کا دھواں چیختا ہے

جب کبھی شعر میں لانے کی تجھے کوشش ہو

لفظ سسکاریاں بھرتے ہیں گماں چیختا ہے

اپنے ثروتؔ کی کہانی سے نہیں واقف تم

نام سے اس کے اسٹیشن بھی میاں چیختا ہے

علی قیصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Koi Nahin Hota Hai Wahan ChiKHta Hai

Ali Qaisar

jahan koi nahin hota hai wahan chiKHta hai
ye mera dost mere sath kahan chiKHta hai

chup hi rahne ki tamanna tere darwesh ko hai
warna jis shaKHs ko milta hai ziyan chiKHta hai

baz auqat jo cigarette main kuchal deta hun
adh-jale soKHta cigarette ka dhuan chiKHta hai

jab kabhi sher mein lane ki tujhe koshish ho
lafz siskariyan bharte hain guman chiKHta hai

apne 'sarwat' ki kahani se nahin waqif tum
nam se is ke station bhi miyan chiKHta hai

(827) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jahan Koi Nahin Hota Hai Wahan ChiKHta Hai written by Ali Qaisar at UrduPoint. Jahan Koi Nahin Hota Hai Wahan ChiKHta Hai is one of the masterpieces written by Ali Qaisar. You can also find the complete poetry collection of Ali Qaisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Qaisar' above.

Jahan Koi Nahin Hota Hai Wahan ChiKHta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Koi Nahin Hota Hai Wahan ChiKHta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.