Kamre Ki Jab Se Tirgi BaDhti Chali Gai, Urdu Ghazal By Ali Sajid

Kamre Ki Jab Se Tirgi BaDhti Chali Gai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Sajid. Kamre Ki Jab Se Tirgi BaDhti Chali Gai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kamre Ki Jab Se Tirgi BaDhti Chali Gai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کمرے کی جب سے تیرگی بڑھتی چلی گئی

علی ساجد

کمرے کی جب سے تیرگی بڑھتی چلی گئی

زخموں سے اپنی دوستی بڑھتی چلی گئی

چاروں طرف سے خود میں لگائی گئی تھی آگ

چاروں طرف ہی روشنی بڑھتی چلی گئی

میں جتنا تیرے جسم کو پڑھتا چلا گیا

خود سے پھر اتنی آگہی بڑھتی چلی گئی

ساجدؔ ہمارے گاؤں میں دریا کے باوجود

کیا راز ہے جو تشنگی بڑھتی چلی گئی

علی ساجد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kamre Ki Jab Se Tirgi BaDhti Chali Gai

Ali Sajid

kamre ki jab se tirgi baDhti chali gai
zaKHmon se apni dosti baDhti chali gai

chaaron taraf se KHud mein lagai gai thi aag
chaaron taraf hi raushni baDhti chali gai

main jitna tere jism ko paDhta chala gaya
KHud se phir utni aagahi baDhti chali gai

'sajid' hamare ganw mein dariya ke bawajud
kya raaz hai jo tishnagi baDhti chali gai

(776) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kamre Ki Jab Se Tirgi BaDhti Chali Gai written by Ali Sajid at UrduPoint. Kamre Ki Jab Se Tirgi BaDhti Chali Gai is one of the masterpieces written by Ali Sajid. You can also find the complete poetry collection of Ali Sajid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Sajid' above.

Kamre Ki Jab Se Tirgi BaDhti Chali Gai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kamre Ki Jab Se Tirgi BaDhti Chali Gai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.