Maslahat Ka Koi KHuda Hai Yahan, Urdu Ghazal By Ali Zubair

Maslahat Ka Koi KHuda Hai Yahan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Zubair. Maslahat Ka Koi KHuda Hai Yahan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maslahat Ka Koi KHuda Hai Yahan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مصلحت کا کوئی خدا ہے یہاں

علی زبیر

مصلحت کا کوئی خدا ہے یہاں

کام جو سب کے کر رہا ہے یہاں

اور ملتا بھی کیا فقیروں سے

صرف اک حوصلہ ملا ہے یہاں

لوگ محتاط ہیں رویوں میں

قربتوں میں بھی فاصلہ ہے یہاں

عادتا پوچھنے لگے ہیں لوگ

کیا کوئی حادثہ ہوا ہے یہاں

علم تو دفن ہو چکا کب کا

کچھ کتابوں کا سلسلہ ہے یہاں

روشنی منتقل نہیں کی گئی

بس دیے سے دیا جلا ہے یہاں

علی زبیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maslahat Ka Koi KHuda Hai Yahan

Ali Zubair

maslahat ka koi KHuda hai yahan
kaam jo sab ke kar raha hai yahan

aur milta bhi kya faqiron se
sirf ek hausla mila hai yahan

log mohtat hain rawayyon mein
qurbaton mein bhi fasla hai yahan

aadatan puchhne lage hain log
kya koi hadsa hua hai yahan

ilm to dafn ho chuka kab ka
kuchh kitabon ka silsila hai yahan

raushni muntaqil nahin ki gai
bas diye se diya jala hai yahan

(726) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maslahat Ka Koi KHuda Hai Yahan written by Ali Zubair at UrduPoint. Maslahat Ka Koi KHuda Hai Yahan is one of the masterpieces written by Ali Zubair. You can also find the complete poetry collection of Ali Zubair by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Zubair' above.

Maslahat Ka Koi KHuda Hai Yahan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maslahat Ka Koi KHuda Hai Yahan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.