Hai Koi Baat Yaqinan Nisab Ke Pichhe, Urdu Ghazal By Alimuddin Aleem

Hai Koi Baat Yaqinan Nisab Ke Pichhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alimuddin Aleem. Hai Koi Baat Yaqinan Nisab Ke Pichhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Koi Baat Yaqinan Nisab Ke Pichhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے کوئی بات یقیناً نصاب کے پیچھے

علیم الدین علیم

ہے کوئی بات یقیناً نصاب کے پیچھے

سوال تن کے کھڑا ہے جواب کے پیچھے

یہ اور بات کہ گلشن کو ناز ہے اس پر

مگر ہیں سیکڑوں کانٹے گلاب کے پیچھے

میں اس کے سامنے رسوا کبھی نہیں ہوتا

چھپا ہوا ہوں جنوں کی کتاب کے پیچھے

بجھے گی پیاس نہ ہرگز قریب جا کر بھی

مگر وہ بھاگ رہا ہے سراب کے پیچھے

کہاں ہے نیند کے صحرا میں چھوڑنے والا

بھٹک نہ جاؤں کہیں میں بھی خواب کے پیچھے

علیمؔ جلوہ نگاہوں میں کس طرح آتا

چھپا تھا حسن کسی کا حجاب کے پیچھے

علیم الدین علیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Koi Baat Yaqinan Nisab Ke Pichhe

Alimuddin Aleem

hai koi baat yaqinan nisab ke pichhe
sawal tan ke khaDa hai jawab ke pichhe

ye aur baat ki gulshan ko naz hai is par
magar hain saikDon kanTe gulab ke pichhe

main us ke samne ruswa kabhi nahin hota
chhupa hua hun junun ki kitab ke pichhe

bujhegi pyas na hargiz qarib ja kar bhi
magar wo bhag raha hai sarab ke pichhe

kahan hai nind ke sahra mein chhoDne wala
bhaTak na jaun kahin main bhi KHwab ke pichhe

'alim' jalwa nigahon mein kis tarah aata
chhupa tha husn kisi ka hijab ke pichhe

(710) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Koi Baat Yaqinan Nisab Ke Pichhe written by Alimuddin Aleem at UrduPoint. Hai Koi Baat Yaqinan Nisab Ke Pichhe is one of the masterpieces written by Alimuddin Aleem. You can also find the complete poetry collection of Alimuddin Aleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alimuddin Aleem' above.

Hai Koi Baat Yaqinan Nisab Ke Pichhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Koi Baat Yaqinan Nisab Ke Pichhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.