Safar Hai Zehn Ka To Koi Rahnuma Le Ja, Urdu Ghazal By Alimullah Hali

Safar Hai Zehn Ka To Koi Rahnuma Le Ja is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alimullah Hali. Safar Hai Zehn Ka To Koi Rahnuma Le Ja comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Safar Hai Zehn Ka To Koi Rahnuma Le Ja on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر ہے ذہن کا تو کوئی رہنما لے جا

علیم اللہ حالی

سفر ہے ذہن کا تو کوئی رہنما لے جا

مرا سکوت نہ ہو تو مری صدا لے جا

ہر ایک سمت ہے دشت سکوت کی وسعت

بچا کے یہ روش عرض مدعا لے جا

میں زیر سنگ اسی تیرگی میں جی لوں گا

تو اپنی نرم شعاعوں کا قافلہ لے جا

کچھ اور چاٹ لے صحرائے گمرہی کا نمک

جو آ گیا ہے تو راہوں کا ذائقہ لے جا

بکھر کے چھوٹ نہ جاؤں تری گرفت سے میں

سنبھال کر مجھے اے موج خوش ادا لے جا

علیم اللہ حالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Hai Zehn Ka To Koi Rahnuma Le Ja

Alimullah Hali

safar hai zehn ka to koi rahnuma le ja
mera sukut na ho to mari sada le ja

har ek samt hai dasht-e-sukut ki wusat
bacha ke ye rawish-e-arz-e-muddaa le ja

main zer-e-sang isi tirgi mein ji lunga
tu apni narm shuaon ka qafila le ja

kuchh aur chaT le sahra-e-gumrahi ka namak
jo aa gaya hai tu rahon ka zaiqa le ja

bikhar ke chhuT na jaun teri giraft se main
sambhaal kar mujhe ai mauj-e-KHush-ada le ja

(684) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Hai Zehn Ka To Koi Rahnuma Le Ja written by Alimullah Hali at UrduPoint. Safar Hai Zehn Ka To Koi Rahnuma Le Ja is one of the masterpieces written by Alimullah Hali. You can also find the complete poetry collection of Alimullah Hali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alimullah Hali' above.

Safar Hai Zehn Ka To Koi Rahnuma Le Ja is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Hai Zehn Ka To Koi Rahnuma Le Ja, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.