KHumar Shab Ka Sahar-dam Raha Hai Aankhon Mein, Urdu Ghazal By Aliuddeen Naved

KHumar Shab Ka Sahar-dam Raha Hai Aankhon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aliuddeen Naved. KHumar Shab Ka Sahar-dam Raha Hai Aankhon Mein comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KHumar Shab Ka Sahar-dam Raha Hai Aankhon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خمار شب کا سحر دم رہا ہے آنکھوں میں

علی الدین نوید

خمار شب کا سحر دم رہا ہے آنکھوں میں

تمہاری زلف کا ہر خم رہا ہے آنکھوں میں

وہ دن بھی آئے گا آنکھوں سے زخم ٹپکیں گے

ابھی تو صرف لہو جم رہا ہے آنکھوں میں

کوئی بھی رت ہو مہکتا ہے صرف ساون ہی

یہ کس کا دیدۂ پر نم رہا ہے آنکھوں میں

سلگتے شہر اجڑتے مکاں جھلستے بدن

کثافتوں کا دھواں جم رہا ہے آنکھوں میں

نویدؔ خواب اگاؤ نہ ان جزیروں میں

کہ دھوپ چھاؤں کا عالم رہا ہے آنکھوں میں

علی الدین نوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHumar Shab Ka Sahar-dam Raha Hai Aankhon Mein

Aliuddeen Naved

KHumar shab ka sahar-dam raha hai aankhon mein
tumhaari zulf ka har KHam raha hai aankhon mein

wo din bhi aaega aankhon se zaKHm Tapkenge
abhi to sirf lahu jam raha hai aankhon mein

koi bhi rut ho mahakta hai sirf sawan hi
ye kis ka dida-e-pur-nam raha hai aankhon mein

sulagte shahr ujaDte makan jhulaste badan
kasafaton ka dhuan jam raha hai aankhon mein

'nawed' KHwab ugao na in jaziron mein
ki dhup chhanw ka aalam raha hai aankhon mein

(681) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHumar Shab Ka Sahar-dam Raha Hai Aankhon Mein written by Aliuddeen Naved at UrduPoint. KHumar Shab Ka Sahar-dam Raha Hai Aankhon Mein is one of the masterpieces written by Aliuddeen Naved. You can also find the complete poetry collection of Aliuddeen Naved by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aliuddeen Naved' above.

KHumar Shab Ka Sahar-dam Raha Hai Aankhon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHumar Shab Ka Sahar-dam Raha Hai Aankhon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.