Teri Giraft Mein Aae Na KHud Ke Bas Mein Rahe, Urdu Ghazal By Aliuddeen Naved

Teri Giraft Mein Aae Na KHud Ke Bas Mein Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aliuddeen Naved. Teri Giraft Mein Aae Na KHud Ke Bas Mein Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri Giraft Mein Aae Na KHud Ke Bas Mein Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیری گرفت میں آئے نہ خود کے بس میں رہے

علی الدین نوید

تیری گرفت میں آئے نہ خود کے بس میں رہے

ہم ابر بن کے ہواؤں کی دسترس میں رہے

وہ کون لوگ تھے صحرا میں جن کو پھول ملے

چمن میں رہ کے بھی ہم لوگ خار و خس میں رہے

ہماری سادہ مزاجی ہی ہم کو لے ڈوبی

ہم آسمان تھے لیکن زمیں کے بس میں رہے

وہ قافلے جو کہیں دشت شب میں دفن ہوئے

سحر ہوئی بھی تو آوازۂ جرس میں رہے

بجھے تو کیسے بجھے پیاس جسم و جاں کی نویدؔ

کہ چند گھونٹ ہی پیمانۂ ہوس میں رہے

علی الدین نوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Giraft Mein Aae Na KHud Ke Bas Mein Rahe

Aliuddeen Naved

teri giraft mein aae na KHud ke bas mein rahe
hum abr ban ke hawaon ki dastaras mein rahe

wo kaun log the sahra mein jin ko phul mile
chaman mein rah ke bhi hum log KHar-o-KHas mein rahe

hamari sada-mizaji hi hum ko le Dubi
hum aasman the lekin zamin ke bas mein rahe

wo qafile jo kahin dasht-e-shab mein dafn hue
sahar hui bhi to aawaza-e-jaras mein rahe

bujhe to kaise bujhe pyas jism-o-jaan ki 'nawed'
ki chand ghunT hi paimana-e-hawas mein rahe

(757) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Giraft Mein Aae Na KHud Ke Bas Mein Rahe written by Aliuddeen Naved at UrduPoint. Teri Giraft Mein Aae Na KHud Ke Bas Mein Rahe is one of the masterpieces written by Aliuddeen Naved. You can also find the complete poetry collection of Aliuddeen Naved by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aliuddeen Naved' above.

Teri Giraft Mein Aae Na KHud Ke Bas Mein Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Giraft Mein Aae Na KHud Ke Bas Mein Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.