Hawaon Mein Dilon Ka Karwan Hai, Urdu Ghazal By Alka Mishra

Hawaon Mein Dilon Ka Karwan Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alka Mishra. Hawaon Mein Dilon Ka Karwan Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawaon Mein Dilon Ka Karwan Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہواؤں میں دلوں کا کارواں ہے

الکا مشرا

ہواؤں میں دلوں کا کارواں ہے

مقدس عشق جب سے مہرباں ہے

مرے دل کو سکوں آیا یہیں پر

بڑا مخصوص تیرا آستاں ہے

وہ مجھ سے دور جائے گا بھی کیسے

جو میری روح کے اندر نہاں ہے

محبت کے سفر پر جاؤ لیکن

وہاں ہر موڑ پر اک امتحاں ہے

مرے دل پر اسی کی ہے حکومت

لکیروں میں مری جس کا نشاں ہے

چھپا سکتی نہیں اس سے میں کچھ بھی

مرا ہر راز تو اس پر عیاں ہے

فراق و وصل کی حد سے نکل کر

عجب سے موڑ پر اب داستاں ہے

ملیں ہیں چند لمحے کھل کے جی لیں

وگرنہ زندگی تو رائیگاں ہے

الکا مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawaon Mein Dilon Ka Karwan Hai

Alka Mishra

hawaon mein dilon ka karwan hai
muqaddas ishq jab se mehrban hai

mere dil ko sukun aaya yahin par
baDa maKHsus tera aastan hai

wo mujh se dur jaega bhi kaise
jo meri ruh ke andar nihan hai

mohabbat ke safar par jao lekin
wahan har moD par ek imtihan hai

mere dil par usi ki hai hukumat
lakiron mein meri jis ka nishan hai

chhupa sakti nahin us se main kuchh bhi
mera har raaz to us par ayan hai

firaq-o-wasl ki had se nikal kar
ajab se moD par ab dastan hai

milen hain chand lamhe khul ke ji len
wagarna zindagi to raegan hai

(869) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawaon Mein Dilon Ka Karwan Hai written by Alka Mishra at UrduPoint. Hawaon Mein Dilon Ka Karwan Hai is one of the masterpieces written by Alka Mishra. You can also find the complete poetry collection of Alka Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alka Mishra' above.

Hawaon Mein Dilon Ka Karwan Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawaon Mein Dilon Ka Karwan Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.