Bujhti Aankhon Mein Tere KHwab Ka Bosa Rakkha, Urdu Ghazal By Alok Mishra

Bujhti Aankhon Mein Tere KHwab Ka Bosa Rakkha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alok Mishra. Bujhti Aankhon Mein Tere KHwab Ka Bosa Rakkha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bujhti Aankhon Mein Tere KHwab Ka Bosa Rakkha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بجھتی آنکھوں میں ترے خواب کا بوسہ رکھا

آلوک مشرا

بجھتی آنکھوں میں ترے خواب کا بوسہ رکھا

رات پھر ہم نے اندھیروں میں اجالا رکھا

زخم سینہ میں تو آنکھوں میں سمندر ٹھہرا

درد کو میں نے مجھے درد نے زندہ رکھا

ساتھ رہتا تھا مگر ساتھ نہیں تھا میرے

اس کی قربت نے بھی اکثر مجھے تنہا رکھا

وقت کے ساتھ تجھے بھول ہی جاتا لیکن

اک ہرے خط نے مرے زخم کو تازہ رکھا

میرا ایماں نہ ٹکا پائیں ہزاروں شکلیں

میری آنکھوں نے ترے پیار میں روزہ رکھا

کیا قیامت ہے کہ تیری ہی طرح سے مجھ سے

زندگی نے بھی بہت دور کا رشتہ رکھا

آلوک مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bujhti Aankhon Mein Tere KHwab Ka Bosa Rakkha

Alok Mishra

bujhti aankhon mein tere KHwab ka bosa rakkha
raat phir hum ne andheron mein ujala rakkha

zaKHm sine mein to aankhon mein samundar Thahra
dard ko main ne mujhe dard ne zinda rakkha

sath rahta tha magar sath nahin tha mere
us ki qurbat ne bhi akasr mujhe tanha rakkha

waqt ke sath tujhe bhul hi jata lekin
ek hare KHat ne mere zaKHm ko taza rakkha

mera iman na Tika pain hazaron shaklen
meri aankhon ne tere pyar mein roza rakkha

kya qayamat hai ki teri hi tarah se mujh se
zindagi ne bhi bahut dur ka rishta rakkha

(890) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bujhti Aankhon Mein Tere KHwab Ka Bosa Rakkha written by Alok Mishra at UrduPoint. Bujhti Aankhon Mein Tere KHwab Ka Bosa Rakkha is one of the masterpieces written by Alok Mishra. You can also find the complete poetry collection of Alok Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alok Mishra' above.

Bujhti Aankhon Mein Tere KHwab Ka Bosa Rakkha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bujhti Aankhon Mein Tere KHwab Ka Bosa Rakkha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.