Dil Par Kisi Ki Baat Ka Aisa Asar Na Tha, Urdu Ghazal By Alok Mishra

Dil Par Kisi Ki Baat Ka Aisa Asar Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alok Mishra. Dil Par Kisi Ki Baat Ka Aisa Asar Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Par Kisi Ki Baat Ka Aisa Asar Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل پر کسی کی بات کا ایسا اثر نہ تھا

آلوک مشرا

دل پر کسی کی بات کا ایسا اثر نہ تھا

پہلے میں اس طرح سے کبھی در بدر نہ تھا

چاروں طرف تھے دھوپ کے جنگل ہرے بھرے

صحرا میں کوئی میرے علاوہ شجر نہ تھا

تارے بھی شب کی جھیل میں غرقاب ہو گئے

میری اداسیوں کا کوئی ہم سفر نہ تھا

فرقت کی آنچ تھی نہ تری یاد کی تپش

دل سرد پڑ رہا تھا کہیں اک شرر نہ تھا

کل شب نہ جانے کون سے غم تھے اپھان پر

اشکوں سے اس قدر میں کبھی تر بہ تر نہ تھا

آلوک مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Par Kisi Ki Baat Ka Aisa Asar Na Tha

Alok Mishra

dil par kisi ki baat ka aisa asar na tha
pahle main is tarah se kabhi dar-ba-dar na tha

chaaron taraf the dhup ke jangal hare-bhare
sahra mein koi mere alawa shajar na tha

tare bhi shab ki jhil mein gharqab ho gae
meri udasiyon ka koi ham-safar na tha

furqat ki aanch thi na teri yaad ki tapish
dil sard paD raha tha kahin ek sharar na tha

kal shab na jaane kaun se gham the ufan par
ashkon se is qadar main kabhi tar-ba-tar na tha

(790) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Par Kisi Ki Baat Ka Aisa Asar Na Tha written by Alok Mishra at UrduPoint. Dil Par Kisi Ki Baat Ka Aisa Asar Na Tha is one of the masterpieces written by Alok Mishra. You can also find the complete poetry collection of Alok Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alok Mishra' above.

Dil Par Kisi Ki Baat Ka Aisa Asar Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Par Kisi Ki Baat Ka Aisa Asar Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.