Anjuman Mein Jo Meri Itni Ziya Hai Sahab, Urdu Ghazal By Alok Yadav

Anjuman Mein Jo Meri Itni Ziya Hai Sahab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alok Yadav. Anjuman Mein Jo Meri Itni Ziya Hai Sahab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Anjuman Mein Jo Meri Itni Ziya Hai Sahab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انجمن میں جو مری اتنی ضیا ہے صاحب

آلوک یادو

انجمن میں جو مری اتنی ضیا ہے صاحب

خون دل میرے چراغوں کی غذا ہے صاحب

بت شکن نکلا وہی سمجھا تھا جس کو بت گر

جس میں رہتا تھا وہی توڑ گیا ہے صاحب

آنکھ سے آنسو چرا لے گیا لیکن وہ شخص

بے گہر سیپ یہیں چھوڑ گیا ہے صاحب

مجھ کو جنت کے نظارے بھی نہیں جچتے ہیں

شہر جاناں ہی تصور میں بسا ہے صاحب

ریگزاروں کے سفر پہ جو چلے ہو آلوکؔ

کوئی آنکھوں میں لیے اشک کھڑا ہے صاحب

آلوک یادو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Anjuman Mein Jo Meri Itni Ziya Hai Sahab

Alok Yadav

anjuman mein jo meri itni ziya hai sahab
KHun-e-dil mere charaghon ki ghiza hai sahab

but-shikan nikla wahi samjha tha jis ko but-gar
jis mein rahta tha wahi toD gaya hai sahab

aankh se aansu chura le gaya lekin wo shaKHs
be-guhar sip yahin chhoD gaya hai sahab

mujh ko jannat ke nazare bhi nahin jachte hain
shahr-e-jaanan hi tasawwur mein basa hai sahab

regzaron ke safar pe jo chale ho 'alok'
koi aankhon mein liye ashk khaDa hai sahab

(1029) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Anjuman Mein Jo Meri Itni Ziya Hai Sahab written by Alok Yadav at UrduPoint. Anjuman Mein Jo Meri Itni Ziya Hai Sahab is one of the masterpieces written by Alok Yadav. You can also find the complete poetry collection of Alok Yadav by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alok Yadav' above.

Anjuman Mein Jo Meri Itni Ziya Hai Sahab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Anjuman Mein Jo Meri Itni Ziya Hai Sahab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.