Wo Masaf-e-zist Mein Har MoD Par Tanha Raha, Urdu Ghazal By Alqama Shibli

Wo Masaf-e-zist Mein Har MoD Par Tanha Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alqama Shibli. Wo Masaf-e-zist Mein Har MoD Par Tanha Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Masaf-e-zist Mein Har MoD Par Tanha Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ مصاف زیست میں ہر موڑ پر تنہا رہا

علقمہ شبلی

وہ مصاف زیست میں ہر موڑ پر تنہا رہا

پھر بھی ہونٹوں پر نہ اس کے کوئی بھی شکوہ رہا

جو سدا تشنہ لبوں کے واسطے دریا رہا

عمر بھر وہ خود بہ نام دوستاں پیاسا رہا

عقل حیراں ہے جنوں بھی دم بخود ہے سوچ کر

وہ ہجوم کشتگاں میں کس طرح زندہ رہا

پھولنے پھلنے کا موقع تو کہاں ان کو ملا

نیم جاں پودوں پہ جب تک آپ کا سایہ رہا

علقمہ شبلیؔ ہوا کیسی چلی گلزار میں

آشیاں میں بھی پرندہ وقت کا سہما رہا

علقمہ شبلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Masaf-e-zist Mein Har MoD Par Tanha Raha

Alqama Shibli

wo masaf-e-zist mein har moD par tanha raha
phir bhi honTon par na us ke koi bhi shikwa raha

jo sada tishna-labon ke waste dariya raha
umr bhar wo KHud ba-nam-e-dostan pyasa raha

aql hairan hai junun bhi dam-ba-KHud hai soch kar
wo hujum-e-kushtagan mein kis tarah zinda raha

phulne phalne ka mauqa to kahan un ko mila
nim-jaan paudon pe jab tak aap ka saya raha

'alqama-shibli' hawa kaisi chali gulzar mein
aashiyan mein bhi parinda waqt ka sahma raha

(687) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Masaf-e-zist Mein Har MoD Par Tanha Raha written by Alqama Shibli at UrduPoint. Wo Masaf-e-zist Mein Har MoD Par Tanha Raha is one of the masterpieces written by Alqama Shibli. You can also find the complete poetry collection of Alqama Shibli by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alqama Shibli' above.

Wo Masaf-e-zist Mein Har MoD Par Tanha Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Masaf-e-zist Mein Har MoD Par Tanha Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.