Raat Subh-e-bahaar Hogi, Urdu Nazam By Altaf Ahmad Qureshi

Raat Subh-e-bahaar Hogi is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Altaf Ahmad Qureshi. Raat Subh-e-bahaar Hogi comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Raat Subh-e-bahaar Hogi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات صبح بہار ہوگی

الطاف احمد قریشی

مہیب سایوں میں پل رہا ہوں

کہ لاکھ رنج و الم میں محصور ایک جنس گراں ہے اقرار جس کا

آفات کا سبب ہے

میں کیسے بھولوں میں بھول جاؤں کشمکش

میں دھول آنکھوں میں جھونک ڈالوں

تو رات صبح بہار ہوگی

مرا تسلسل میرے مقدر کے ساتھ پیہم رواں دواں ہے

زمین سائے کو جھیل لے گی میں چل پڑوں گا

جو بھید جیبوں پر بوجھ بنتے ہیں

جو بھول گلیاں مٹا کے روپوش ہو گئی ہے

وہ چھپ گئی

وہ چھپ گئی ہے تو پیر مٹی سفر کا انجام قرض کر لو

جو ایسا کر لو تو صبح چاٹو زمین چاٹو

مجھے نہ دیکھو کہ میں تو نسل قدیم سالہ سے منتشر ہوں

میں لفظ ڈھونڈوں کہ خود تاریک آئینے میں اتار لوں دیکھوں توڑ ڈالوں

یوں ہی تسلسل کے ساتھ قسمت کا واسطہ ہے جو آئینہ ہے

میں اس کو توڑوں میں اس کو جوڑوں کہ جس کا اقرار تو گراں ہے

الطاف احمد قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat Subh-e-bahaar Hogi

Altaf Ahmad Qureshi

muhib sayon mein pal raha hun
ki lakh ranj-o-alam mein mahsur ek jins-e-giran hai iqrar jis ka
aafat ka sabab hai
main kaise bhulun main bhul jaun kashmakash
main dhul aankhon mein jhonk Dalun
to raat subh-e-bahaar hogi
mera tasalsul mere muqaddar ke sath paiham rawan-dawan hai
zamin sae ko jhel legi main chal paDunga
jo bhed jebon par bojh bante hain
jo bhul galiyan miTa ke ru-posh ho gai hai
wo chhup gai
wo chhup gai hai to pair miTTi safar ka anjam qarz kar lo
jo aisa kar lo to subh chaTo zamin chaTo
mujhe na dekho ki main to nasl-e-qadim-sala se muntashir hun
main lafz DhunDun ki KHud tarik aaine mein utar lun dekhun toD Dalun
yunhi tasalsul ke sath qismat ka wasta hai jo aaina hai
main us ko toDun main us ko joDun ki jis ka iqrar to garan hai

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat Subh-e-bahaar Hogi written by Altaf Ahmad Qureshi at UrduPoint. Raat Subh-e-bahaar Hogi is one of the masterpieces written by Altaf Ahmad Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Altaf Ahmad Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Altaf Ahmad Qureshi' above.

Raat Subh-e-bahaar Hogi is a widely read Urdu Nazam. If you like Raat Subh-e-bahaar Hogi, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.