KHud Bhi Sayyaad Imtihan Mein Hai, Urdu Ghazal By Aman Chandpuri

KHud Bhi Sayyaad Imtihan Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aman Chandpuri. KHud Bhi Sayyaad Imtihan Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Bhi Sayyaad Imtihan Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود بھی صیاد امتحان میں ہے

امن چاند پوری

خود بھی صیاد امتحان میں ہے

ایک ہی تیر اب کمان میں ہے

دھوپ اب آ گئی منڈیروں پر

صبح کا شور میرے کان میں ہے

دن مرا ڈھل گیا تو غم کیسا

دھوپ اب بھی بہت سی لان میں ہے

اس کو مجھ پر یقیں نہیں ہوتا

جانے وہ کون سے گمان میں ہے

آسماں کی طرف ہے اس کی نظر

جو بھی اب عمر کی ڈھلان میں ہیں

جو مکیں تھا کبھی مرے دل کا

آج کل غیر کے مکان میں ہے

امن چاند پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Bhi Sayyaad Imtihan Mein Hai

Aman Chandpuri

KHud bhi sayyaad imtihan mein hai
ek hi tir ab kaman mein hai

dhup ab aa gai munDeron par
subh ka shor mere kan mein hai

din mera Dhal gaya to gham kaisa
dhup ab bhi bahut si lawn mein hai

us ko mujh par yaqin nahin hota
jaane wo kaun se guman mein hai

aasman ki taraf hai us ki nazar
jo bhi ab umr ki Dhalan mein hain

jo makin tha kabhi mere dil ka
aaj-kal ghair ke makan mein hai

(934) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Bhi Sayyaad Imtihan Mein Hai written by Aman Chandpuri at UrduPoint. KHud Bhi Sayyaad Imtihan Mein Hai is one of the masterpieces written by Aman Chandpuri. You can also find the complete poetry collection of Aman Chandpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aman Chandpuri' above.

KHud Bhi Sayyaad Imtihan Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Bhi Sayyaad Imtihan Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.