Jab Koi Rasta Nahin Hota, Urdu Ghazal By Amar Singh Figar

Jab Koi Rasta Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amar Singh Figar. Jab Koi Rasta Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Koi Rasta Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب کوئی راستہ نہیں ہوتا

امر سنگھ فگار

جب کوئی راستہ نہیں ہوتا

کون محو دعا نہیں ہوتا

لوگ ظلمت سے یوں ہی نالاں ہیں

روز روشن میں کیا نہیں ہوتا

ٹوٹے تاروں کو چھو کے دیکھا ہے

ساز دل بے صدا نہیں ہوتا

ہر خوشی دل سے کیوں لگا بیٹھیں

کس میں غم ہو پتہ نہیں ہوتا

آؤ مل بیٹھ لو گھڑی دو گھڑی

اس گھڑی کا پتہ نہیں ہوتا

سرد مہری ہماری عادت ہے

ورنہ ذرے میں کیا نہیں ہوتا

پھر وہی شب وہی طویل سفر

ختم یہ سلسلہ نہیں ہوتا

امر سنگھ فگار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Koi Rasta Nahin Hota

Amar Singh Figar

jab koi rasta nahin hota
kaun mahw-e-dua nahin hota

log zulmat se yun hi nalan hain
roz-e-raushan mein kya nahin hota

TuTe taron ko chhu ke dekha hai
saz-e-dil be-sada nahin hota

har KHushi dil se kyun laga baiThen
kis mein gham ho pata nahin hota

aao mil baiTh lo ghaDi-do-ghaDi
us ghaDi ka pata nahin hota

sard-mehri hamari aadat hai
warna zarre mein kya nahin hota

phir wahi shab wahi tawil safar
KHatm ye silsila nahin hota

(801) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jab Koi Rasta Nahin Hota written by Amar Singh Figar at UrduPoint. Jab Koi Rasta Nahin Hota is one of the masterpieces written by Amar Singh Figar. You can also find the complete poetry collection of Amar Singh Figar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amar Singh Figar' above.

Jab Koi Rasta Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Koi Rasta Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.