Darwaza Wa Kar Ke Roz Nikalta Tha, Urdu Ghazal By Ambar Bahraichi

Darwaza Wa Kar Ke Roz Nikalta Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ambar Bahraichi. Darwaza Wa Kar Ke Roz Nikalta Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Darwaza Wa Kar Ke Roz Nikalta Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دروازہ وا کر کے روز نکلتا تھا

عنبر بہرائچی

دروازہ وا کر کے روز نکلتا تھا

صرف وہی اپنے گھر کا سرمایہ تھا

کھڑے ہوئے تھے پیڑ جڑوں سے کٹ کر بھی

تیز ہوا کا جھونکا آنے والا تھا

اسی ندی میں اس کے بچے ڈوب گئے

اسی ندی کا پانی اس کا پینا تھا

سبز قبائیں روز لٹاتا تھا لیکن

خود اس کے تن پر بوسیدہ کپڑا تھا

باہر سارے میداں جیت چکا تھا وہ

گھر لوٹا تو پل بھر میں ہی ٹوٹا تھا

بت کی قیمت آنک رہا تھا ویسے وہ

مندر میں تو پوجا کرنے آیا تھا

چیخ پڑیں ساری دیواریں عنبرؔ جی

میں سب سے چھپ کر کمرے میں بیٹھا تھا

عنبر بہرائچی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Darwaza Wa Kar Ke Roz Nikalta Tha

Ambar Bahraichi

darwaza wa kar ke roz nikalta tha
sirf wahi apne ghar ka sarmaya tha

khaDe hue the peD jaDon se kaT kar bhi
tez hawa ka jhonka aane wala tha

usi nadi mein us ke bachche Dub gae
usi nadi ka pani us ka pina tha

sabz qabaen roz luTata tha lekin
KHud us ke tan par bosida kapDa tha

bahar sare maidan jit chuka tha wo
ghar lauTa to pal bhar mein hi TuTa tha

but ki qimat aank raha tha waise wo
mandir mein to puja karne aaya tha

chiKH paDin sari diwaren 'amabar'-ji
main sab se chhup kar kamre mein baiTha tha

(701) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Darwaza Wa Kar Ke Roz Nikalta Tha written by Ambar Bahraichi at UrduPoint. Darwaza Wa Kar Ke Roz Nikalta Tha is one of the masterpieces written by Ambar Bahraichi. You can also find the complete poetry collection of Ambar Bahraichi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ambar Bahraichi' above.

Darwaza Wa Kar Ke Roz Nikalta Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Darwaza Wa Kar Ke Roz Nikalta Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.