Koi Diwar Na Dar Baqi Hai, Urdu Ghazal By Ambar Shameem

Koi Diwar Na Dar Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ambar Shameem. Koi Diwar Na Dar Baqi Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Koi Diwar Na Dar Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی دیوار نہ در باقی ہے

عنبر شمیم

کوئی دیوار نہ در باقی ہے

دشت خوں حد نظر باقی ہے

سب مراحل سے گزر آیا ہوں

اک تری راہ گزر باقی ہے

صبح روشن ہے چھتوں کے اوپر

رات پلکوں پہ مگر باقی ہے

خواہشیں قتل ہوئی جاتی ہیں

اک مرا دیدۂ تر باقی ہے

کون دیتا ہے صدائیں مجھ کو

کس کے ہونٹوں کا اثر باقی ہے

کٹ گئی شاخ تمنا عنبرؔ

نا امیدی کا شجر باقی ہے

عنبر شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Diwar Na Dar Baqi Hai

Ambar Shameem

koi diwar na dar baqi hai
dasht-e-KHun hadd-e-nazar baqi hai

sab marahil se guzar aaya hun
ek teri rahguzar baqi hai

subh raushan hai chhaton ke upar
raat palkon pe magar baqi hai

KHwahishen qatl hui jati hain
ek mera dida-e-tar baqi hai

kaun deta hai sadaen mujh ko
kis ke honTon ka asar baqi hai

kaT gai shaKH-e-tamanna 'amabar'
na-umidi ka shajar baqi hai

(909) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Diwar Na Dar Baqi Hai written by Ambar Shameem at UrduPoint. Koi Diwar Na Dar Baqi Hai is one of the masterpieces written by Ambar Shameem. You can also find the complete poetry collection of Ambar Shameem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ambar Shameem' above.

Koi Diwar Na Dar Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Diwar Na Dar Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.