Aaina Dekh Kar Na To Shishe Ko Dekh Kar, Urdu Ghazal By Amber Waseem Allahabadi

Aaina Dekh Kar Na To Shishe Ko Dekh Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amber Waseem Allahabadi. Aaina Dekh Kar Na To Shishe Ko Dekh Kar comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Aaina Dekh Kar Na To Shishe Ko Dekh Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آئینہ دیکھ کر نہ تو شیشے کو دیکھ کر

عنبر وسیم الہآبادی

آئینہ دیکھ کر نہ تو شیشے کو دیکھ کر

حیران دل ہے آپ کے چہرے کو دیکھ کر

یہ واقعہ بھی خوب سر رہ گزر ہوا

پتھر نے منہ چھپا لیے شیشے کو دیکھ کر

بازار سے گزرتے ہوئے لگ رہا ہے ڈر

بچہ مچل نہ جائے کھلونے کو دیکھ کر

جگنو کی کوششوں سے سحر کیسے ہو گئی

حیران ہیں اندھیرے اجالے کو دیکھ کر

سچ بولنے کا حوصلہ کچھ اور بڑھ گیا

عنبرؔ فراز دار پہ سچے کو دیکھ کر

عنبر وسیم الہآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaina Dekh Kar Na To Shishe Ko Dekh Kar

Amber Waseem Allahabadi

aaina dekh kar na to shishe ko dekh kar
hairan dil hai aap ke chehre ko dekh kar

ye waqia bhi KHub sar-e-rah-guzar hua
patthar ne munh chhapa liye shishe ko dekh kar

bazar se guzarte hue lag raha hai Dar
bachcha machal na jae khilaune ko dekh kar

jugnu ki koshishon se sahar kaise ho gai
hairan hain andhere ujale ko dekh kar

sach bolne ka hausla kuchh aur baDh gaya
'amabar' faraaz-e-dar pe sachche ko dekh kar

(1150) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaina Dekh Kar Na To Shishe Ko Dekh Kar written by Amber Waseem Allahabadi at UrduPoint. Aaina Dekh Kar Na To Shishe Ko Dekh Kar is one of the masterpieces written by Amber Waseem Allahabadi. You can also find the complete poetry collection of Amber Waseem Allahabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amber Waseem Allahabadi' above.

Aaina Dekh Kar Na To Shishe Ko Dekh Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaina Dekh Kar Na To Shishe Ko Dekh Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.