Kahne Ko Sham-e-bazm-e-zaman-o-makan Hun Main, Urdu Ghazal By Ameeq Hanafi

Kahne Ko Sham-e-bazm-e-zaman-o-makan Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameeq Hanafi. Kahne Ko Sham-e-bazm-e-zaman-o-makan Hun Main comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kahne Ko Sham-e-bazm-e-zaman-o-makan Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہنے کو شمع بزم زمان و مکاں ہوں میں

عمیق حنفی

کہنے کو شمع بزم زمان و مکاں ہوں میں

سوچو تو صرف کشتۂ دور جہاں ہوں میں

آتا ہوں میں زمانے کی آنکھوں میں رات دن

لیکن خود اپنی نظروں سے اب تک نہاں ہوں میں

جاتا نہیں کناروں سے آگے کسی کا دھیان

کب سے پکارتا ہوں یہاں ہوں یہاں ہوں میں

اک ڈوبتے وجود کی میں ہی پکار ہوں

اور آپ ہی وجود کا اندھا کنواں ہوں میں

سگریٹ جسے سلگتا ہوا کوئی چھوڑ دے

اس کا دھواں ہوں اور پریشاں دھواں ہوں میں

عمیق حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahne Ko Sham-e-bazm-e-zaman-o-makan Hun Main

Ameeq Hanafi

kahne ko sham-e-bazm-e-zaman-o-makan hun main
socho to sirf kushta-e-daur-e-jahan hun main

aata hun main zamane ki aankhon mein raat din
lekin KHud apni nazron se ab tak nihan hun main

jata nahin kinaron se aage kisi ka dhyan
kab se pukarta hun yahan hun yahan hun main

ek Dubte wajud ki main hi pukar hun
aur aap hi wajud ka andha kuan hun main

cigarette jise sulagta hua koi chhoD de
us ka dhuan hun aur pareshan dhuan hun main

(623) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahne Ko Sham-e-bazm-e-zaman-o-makan Hun Main written by Ameeq Hanafi at UrduPoint. Kahne Ko Sham-e-bazm-e-zaman-o-makan Hun Main is one of the masterpieces written by Ameeq Hanafi. You can also find the complete poetry collection of Ameeq Hanafi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameeq Hanafi' above.

Kahne Ko Sham-e-bazm-e-zaman-o-makan Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahne Ko Sham-e-bazm-e-zaman-o-makan Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.