Raushni Le Ke Kahin Chand Kahin Taron Se, Urdu Ghazal By Ameer Ahmad Khusro

Raushni Le Ke Kahin Chand Kahin Taron Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Ahmad Khusro. Raushni Le Ke Kahin Chand Kahin Taron Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raushni Le Ke Kahin Chand Kahin Taron Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روشنی لے کے کہیں چاند کہیں تاروں سے

امیر احمد خسرو

روشنی لے کے کہیں چاند کہیں تاروں سے

ہم بھی گزرے تھے کبھی وقت کے بازاروں سے

زندگی تجھ سے ترے غم سے تو انکار نہیں

ہاں مگر لذت غم چھن گئی غم خواروں سے

عظمت رفتہ کی مٹتی ہوئی تصویر ہیں ہم

ہم کو لٹکائیے گرتی ہوئی دیواروں سے

اس سے پہلے کہ چھڑے ذکر وفا پیار کی بات

مشورہ کر لو ذرا وقت کی سرکاروں سے

چاند جس وقت اتر آتا ہے پیمانوں میں

میکدے بات کیا کرتے ہیں مے خواروں سے

ہم کو بے دام بھی بک جانے کا فن آتا ہے

بات کہنے کی نہیں ہے یہ خریداروں سے

وہی تنہائی کی باتیں ہیں وہی ذات کے غم

مجھ کو شکوہ ہے مرے دور کے فنکاروں سے

ابر رحمت کو لئے اپنی نظر میں خسروؔ

ہم بھی تو دشت سے گزرے کبھی کہساروں سے

امیر احمد خسرو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raushni Le Ke Kahin Chand Kahin Taron Se

Ameer Ahmad Khusro

raushni le ke kahin chand kahin taron se
hum bhi guzre the kabhi waqt ke bazaron se

zindagi tujh se tere gham se to inkar nahin
han magar lazzat-e-gham chhin gai gham-KHwaron se

azmat-e-rafta ki miTti hui taswir hain hum
hum ko laTkaiyee girti hui diwaron se

is se pahle ki chhiDe zikr-e-wafa pyar ki baat
mashwara kar lo zara waqt ki sarkaron se

chand jis waqt utar aata hai paimanon mein
mai-kade baat kiya karte hain mai-KHwaron se

hum ko be-dam bhi bik jaane ka fan aata hai
baat kahne ki nahin hai ye KHaridaron se

wahi tanhai ki baaten hain wahi zat ke gham
mujh ko shikwa hai mere dur ke fankaron se

abr-e-rahmat ko liye apni nazar mein 'KHusraw'
hum bhi to dasht se guzre kabhi kohsaron se

(690) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raushni Le Ke Kahin Chand Kahin Taron Se written by Ameer Ahmad Khusro at UrduPoint. Raushni Le Ke Kahin Chand Kahin Taron Se is one of the masterpieces written by Ameer Ahmad Khusro. You can also find the complete poetry collection of Ameer Ahmad Khusro by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Ahmad Khusro' above.

Raushni Le Ke Kahin Chand Kahin Taron Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raushni Le Ke Kahin Chand Kahin Taron Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.