Jal Ke Aatish Mein Miyan KHud Ko Jalate Hain Charagh, Urdu Ghazal By Ameer Hamza Salfi

Jal Ke Aatish Mein Miyan KHud Ko Jalate Hain Charagh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Hamza Salfi. Jal Ke Aatish Mein Miyan KHud Ko Jalate Hain Charagh comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jal Ke Aatish Mein Miyan KHud Ko Jalate Hain Charagh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جل کے آتش میں میاں خود کو جلاتے ہیں چراغ

امیر حمزہ سلفی

جل کے آتش میں میاں خود کو جلاتے ہیں چراغ

گھپ اندھیرے میں بھی فرض اپنا نبھاتے ہیں چراغ

کون کہتا ہے کہ سورج کے برابر ہے چراغ

لوگ جاہل ہیں کہ سورج کو دکھاتے ہیں چراغ

یہ نہیں دیکھتے سورج بھی یہاں ہیں بیٹھے

لوگ پاگل ہیں کہ محفل میں سجاتے ہیں چراغ

بھائی ہلکا نہیں لینا ہے کسی ایک کو بھی

راکھ کر دیتے ہیں جب طیش میں آتے ہیں چراغ

جن کو حمزہؔ مرے ہاتھوں نے دیا ایک وجود

ہے عجب اب یہ مجھے آنکھ دکھاتے ہیں چراغ

امیر حمزہ سلفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jal Ke Aatish Mein Miyan KHud Ko Jalate Hain Charagh

Ameer Hamza Salfi

jal ke aatish mein miyan KHud ko jalate hain charagh
ghup andhere mein bhi farz apna nibhate hain charagh

kaun kahta hai ki suraj ke barabar hai charagh
log jahil hain ki suraj ko dikhate hain charagh

ye nahin dekhte suraj bhi yahan hain baiThe
log pagal hain ki mahfil mein sajate hain charagh

bhai halka nahin lena hai kisi ek ko bhi
rakh kar dete hain jab taish mein aate hain charagh

jin ko 'hamza' mere hathon ne diya ek wajud
hai ajab ab ye mujhe aankh dikhate hain charagh

(709) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jal Ke Aatish Mein Miyan KHud Ko Jalate Hain Charagh written by Ameer Hamza Salfi at UrduPoint. Jal Ke Aatish Mein Miyan KHud Ko Jalate Hain Charagh is one of the masterpieces written by Ameer Hamza Salfi. You can also find the complete poetry collection of Ameer Hamza Salfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Hamza Salfi' above.

Jal Ke Aatish Mein Miyan KHud Ko Jalate Hain Charagh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jal Ke Aatish Mein Miyan KHud Ko Jalate Hain Charagh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.