Ai Zabt Dekh Ishq Ki Un Ko KHabar Na Ho, Urdu Ghazal By Ameer Minai

Ai Zabt Dekh Ishq Ki Un Ko KHabar Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Minai. Ai Zabt Dekh Ishq Ki Un Ko KHabar Na Ho comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ai Zabt Dekh Ishq Ki Un Ko KHabar Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اے ضبط دیکھ عشق کی ان کو خبر نہ ہو

امیر مینائی

اے ضبط دیکھ عشق کی ان کو خبر نہ ہو

دل میں ہزار درد اٹھے آنکھ تر نہ ہو

مدت میں شام وصل ہوئی ہے مجھے نصیب

دو چار سال تک تو الٰہی سحر نہ ہو

اک پھول ہے گلاب کا آج ان کے ہاتھ میں

دھڑکا مجھے یہ ہے کہ کسی کا جگر نہ ہو

ڈھونڈے سے بھی نہ معنی باریک جب ملا

دھوکا ہوا یہ مجھ کو کہ اس کی کمر نہ ہو

الفت کی کیا امید وہ ایسا ہے بے وفا

صحبت ہزار سال رہے کچھ اثر نہ ہو

طول شب وصال ہو مثل شب فراق

نکلے نہ آفتاب الٰہی سحر نہ ہو

امیر مینائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai Zabt Dekh Ishq Ki Un Ko KHabar Na Ho

Ameer Minai

ai zabt dekh ishq ki un ko KHabar na ho
dil mein hazar dard uThe aankh tar na ho

muddat mein sham-e-wasl hui hai mujhe nasib
do-chaar sal tak to ilahi sahar na ho

ek phul hai gulab ka aaj un ke hath mein
dhaDka mujhe ye hai ki kisi ka jigar na ho

DhunDe se bhi na mani-e-barik jab mila
dhoka hua ye mujh ko ki us ki kamar na ho

ulfat ki kya ummid wo aisa hai bewafa
sohbat hazar sal rahe kuchh asar na ho

tul-e-shab-e-visal ho misl-e-shab-e-firaq
nikle na aaftab ilahi sahar na ho

(641) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ai Zabt Dekh Ishq Ki Un Ko KHabar Na Ho written by Ameer Minai at UrduPoint. Ai Zabt Dekh Ishq Ki Un Ko KHabar Na Ho is one of the masterpieces written by Ameer Minai. You can also find the complete poetry collection of Ameer Minai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Minai' above.

Ai Zabt Dekh Ishq Ki Un Ko KHabar Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai Zabt Dekh Ishq Ki Un Ko KHabar Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.