Ek Parinda Abhi UDan Mein Hai, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Ek Parinda Abhi UDan Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Ek Parinda Abhi UDan Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Parinda Abhi UDan Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک پرندہ ابھی اڑان میں ہے

امیر قزلباش

اک پرندہ ابھی اڑان میں ہے

تیر ہر شخص کی کمان میں ہے

جس کو دیکھو وہی ہے چپ چپ سا

جیسے ہر شخص امتحان میں ہے

کھو چکے ہم یقین جیسی شے

تو ابھی تک کسی گمان میں ہے

زندگی سنگ دل سہی لیکن

آئینہ بھی اسی چٹان میں ہے

سربلندی نصیب ہو کیسے

سرنگوں ہے کہ سائبان میں ہے

خوف ہی خوف جاگتے سوتے

کوئی آسیب اس مکان میں ہے

آسرا دل کو اک امید کا ہے

یہ ہوا کب سے بادبان میں ہے

خود کو پایا نہ عمر بھر ہم نے

کون ہے جو ہمارے دھیان میں ہے

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Parinda Abhi UDan Mein Hai

Ameer Qazalbash

ek parinda abhi uDan mein hai
tir har shaKHs ki kaman mein hai

jis ko dekho wahi hai chup chup sa
jaise har shaKHs imtihan mein hai

kho chuke hum yaqin jaisi shai
tu abhi tak kisi guman mein hai

zindagi sang-dil sahi lekin
aaina bhi isi chaTan mein hai

sar-bulandi nasib ho kaise
sar-nigun hai ki saeban mein hai

KHauf hi KHauf jagte sote
koi aaseb is makan mein hai

aasra dil ko ek umid ka hai
ye hawa kab se baadban mein hai

KHud ko paya na umr bhar hum ne
kaun hai jo hamare dhyan mein hai

(748) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Parinda Abhi UDan Mein Hai written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Ek Parinda Abhi UDan Mein Hai is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Ek Parinda Abhi UDan Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Parinda Abhi UDan Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.