Jaane Ye Kis Ki Banai Hui Taswiren Hain, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Jaane Ye Kis Ki Banai Hui Taswiren Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Jaane Ye Kis Ki Banai Hui Taswiren Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaane Ye Kis Ki Banai Hui Taswiren Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جانے یہ کس کی بنائی ہوئی تصویریں ہیں

امیر قزلباش

جانے یہ کس کی بنائی ہوئی تصویریں ہیں

تاج سر پر ہیں مگر پاؤں میں زنجیریں ہیں

کیا مری سوچ تھی کیا سامنے آیا میرے

کیا مرے خواب تھے کیا خواب کی تعبیریں ہیں

کتنے سر ہیں کہ جو گردن زدنی ہیں اب بھی

ہم کہ بزدل ہیں مگر ہاتھ میں شمشیریں ہیں

چار جانب ہیں سیہ رات کے سائے لیکن

افق دل پہ نئی صبح کی تنویریں ہیں

اس کی آنکھوں کو خدا یوں ہی سلامت رکھے

اس کی آنکھوں میں مرے خواب کی تعبیریں ہیں

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaane Ye Kis Ki Banai Hui Taswiren Hain

Ameer Qazalbash

jaane ye kis ki banai hui taswiren hain
taj sar par hain magar panw mein zanjiren hain

kya meri soch thi kya samne aaya mere
kya mere KHwab the kya KHwab ki tabiren hain

kitne sar hain ki jo gardan-zadani hain ab bhi
hum ki buzdil hain magar hath mein shamshiren hain

chaar jaanib hain siyah raat ke sae lekin
ufuq-e-dil pe nai subh ki tanwiren hain

us ki aankhon ko KHuda yun hi salamat rakkhe
us ki aankhon mein mere KHwab ki tabiren hain

(592) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaane Ye Kis Ki Banai Hui Taswiren Hain written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Jaane Ye Kis Ki Banai Hui Taswiren Hain is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Jaane Ye Kis Ki Banai Hui Taswiren Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaane Ye Kis Ki Banai Hui Taswiren Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.