Jang Jari Hai KHandanon Mein, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Jang Jari Hai KHandanon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Jang Jari Hai KHandanon Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jang Jari Hai KHandanon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جنگ جاری ہے خاندانوں میں

امیر قزلباش

جنگ جاری ہے خاندانوں میں

غیر محفوظ ہوں مکانوں میں

لفظ پتھرا گئے ہیں ہونٹوں پر

لوگ کیا کہہ گئے ہیں کانوں میں

رات گھر میں تھی سرپھری آندھی

صرف کانٹے ہیں پھول دانوں میں

معبدوں کی خبر نہیں مجھ کو

خیریت ہے شراب خانوں میں

اب سپر ڈھونڈ کوئی اپنے لیے

تیر کم رہ گئے کمانوں میں

ناخدا کیا خدا رکھے محفوظ

وہ ہوائیں ہیں بادبانوں میں

دال چننے میں ہاتھ آئیں گے

جتنے کنکر ہیں کارخانوں میں

ڈھونڈتا پھر رہا ہوں خالی ہاتھ

جانے کیا چیز ان دکانوں میں

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jang Jari Hai KHandanon Mein

Ameer Qazalbash

jang jari hai KHandanon mein
ghair mahfuz hun makanon mein

lafz pathra gae hain honTon par
log kya kah gae hain kanon mein

raat ghar mein thi sar-phiri aandhi
sirf kanTe hain phul-danon mein

mabadon ki KHabar nahin mujh ko
KHairiyat hai sharab-KHanon mein

ab sipar DhunD koi apne liye
tir kam rah gae kamanon mein

naKHuda kya KHuda rakhe mahfuz
wo hawaen hain baadbanon mein

dal chunane mein hath aaenge
jitne kankar hain kar-KHanon mein

DhunDta phir raha hun KHali hath
jaane kya chiz un dukanon mein

(782) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jang Jari Hai KHandanon Mein written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Jang Jari Hai KHandanon Mein is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Jang Jari Hai KHandanon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jang Jari Hai KHandanon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.