Log Bante Hain Hoshiyar Bahut, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Log Bante Hain Hoshiyar Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Log Bante Hain Hoshiyar Bahut comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Log Bante Hain Hoshiyar Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لوگ بنتے ہیں ہوشیار بہت

امیر قزلباش

لوگ بنتے ہیں ہوشیار بہت

ورنہ ہم بھی تھے خاکسار بہت

گھر سے بے تیشہ کیوں نکل آئے

راستے میں ہیں کوہسار بہت

تجھ سے بچھڑے تو اے نگار حیات

مل گئے ہم کو غم گسار بہت

ہاتھ شل ہو گئے شناور کے

اب یہ دریا ہے بے کنار بہت

ہم فقیروں کو کم نظر آئے

اس نگر میں تھے شہریار بہت

اس نے مجبور کر دیا ورنہ

ہم کو خود پر تھا اختیار بہت

ہم ہی اپنا سمجھ رہے تھے اسے

ہو گئے ہم ہی شرمسار بہت

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Log Bante Hain Hoshiyar Bahut

Ameer Qazalbash

log bante hain hoshiyar bahut
warna hum bhi the KHaksar bahut

ghar se be-tesha kyun nikal aae
raste mein hain kohsar bahut

tujh se bichhDe to ai nigar-e-hayat
mil gae hum ko gham-gusar bahut

hath shal ho gae shanawar ke
ab ye dariya hai be-kanar bahut

hum faqiron ko kam nazar aae
is nagar mein the shahryar bahut

us ne majbur kar diya warna
hum ko KHud par tha iKHtiyar bahut

hum hi apna samajh rahe the use
ho gae hum hi sharmsar bahut

(616) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Log Bante Hain Hoshiyar Bahut written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Log Bante Hain Hoshiyar Bahut is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Log Bante Hain Hoshiyar Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Log Bante Hain Hoshiyar Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.