Kise KHabar Thi Ki Jite Ji Bhi Wo Daur Aayega Zindagi Ka, Urdu Ghazal By Ameer Raza Mazhari

Kise KHabar Thi Ki Jite Ji Bhi Wo Daur Aayega Zindagi Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Raza Mazhari. Kise KHabar Thi Ki Jite Ji Bhi Wo Daur Aayega Zindagi Ka comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kise KHabar Thi Ki Jite Ji Bhi Wo Daur Aayega Zindagi Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسے خبر تھی کہ جیتے جی بھی وہ دور آئے گا زندگی کا

امیر رضا مظہری

کسے خبر تھی کہ جیتے جی بھی وہ دور آئے گا زندگی کا

کہ ہوگا محسوس ہر نفس یہ نہ کوئی میرا نہ میں کسی کا

حدود وہم و گماں سے گزرا مکاں تو کیا لا مکاں سے گزرا

رکے گا آخر کہاں پہنچ کر یہ کارواں ذوق آگہی کا

جو میرے دل سے تھا ان کو کرنا نہ کر سکیں آپ کی نگاہیں

مری طبیعت میں نقص جو ہے قصور ہے وہ بھی آپ ہی کا

ہے قابل رحم ان کی حالت نہ کیجئے آپ ان سے نفرت

دراصل احساس کمتری ہے جنہیں ہے کچھ ناز برتری کا

سکھانے والے تو آئے پیہم ہر اک زمیں پر ہر اک زماں میں

مگر ہم ایسے ہی بد گہر تھے سلیقہ آیا نہ زندگی کا

یہ ہم نے مانا کہ اس جہاں میں خلوص جنس گراں ہے لیکن

کبھی تو یارو خلوص برتو بھرم تو رہ جائے دوستی کا

جو حسن پر کار پر فدا ہیں انہیں رضاؔ کون یہ بتائے

وہ حسن ہے فتنۂ قیامت لگائے غازہ جو سادگی کا

امیر رضا مظہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kise KHabar Thi Ki Jite Ji Bhi Wo Daur Aayega Zindagi Ka

Ameer Raza Mazhari

kise KHabar thi ki jite ji bhi wo daur aayega zindagi ka
ki hoga mahsus har nafas ye na koi mera na main kisi ka

hudud-e-wahm-o-guman se guzra makan to kya la-makan se guzra
rukega aaKHir kahan pahunch kar ye karwan zauq-e-agahi ka

jo mere dil se tha un ko karna na kar sakin aap ki nigahen
meri tabiat mein naqs jo hai qusur hai wo bhi aap hi ka

hai qabil-e-rahm un ki haalat na kijiye aap un se nafrat
dar-asl ehsas-e-kamtari hai jinhen hai kuchh naz bartari ka

sikhane wale to aae paiham har ek zamin par har ek zaman mein
magar hum aise hi bad-guhar the saliqa aaya na zindagi ka

ye hum ne mana ki is jahan mein KHulus-e-jins-e-garan hai lekin
kabhi to yaro KHulus barto bharam to rah jae dosti ka

jo husn-e-pur-kar par fida hain unhen 'raza' kaun ye batae
wo husn hai fitna-e-qayamat lagae ghaza jo sadgi ka

(718) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kise KHabar Thi Ki Jite Ji Bhi Wo Daur Aayega Zindagi Ka written by Ameer Raza Mazhari at UrduPoint. Kise KHabar Thi Ki Jite Ji Bhi Wo Daur Aayega Zindagi Ka is one of the masterpieces written by Ameer Raza Mazhari. You can also find the complete poetry collection of Ameer Raza Mazhari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Raza Mazhari' above.

Kise KHabar Thi Ki Jite Ji Bhi Wo Daur Aayega Zindagi Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kise KHabar Thi Ki Jite Ji Bhi Wo Daur Aayega Zindagi Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.