Kisi Tarah Bhi Jo Is Reg-zar-e-hasti Par, Urdu Ghazal By Ameer Raza Mazhari

Kisi Tarah Bhi Jo Is Reg-zar-e-hasti Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Raza Mazhari. Kisi Tarah Bhi Jo Is Reg-zar-e-hasti Par comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Tarah Bhi Jo Is Reg-zar-e-hasti Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی طرح بھی جو اس ریگ زار ہستی پر (ردیف .. ن)

امیر رضا مظہری

کسی طرح بھی جو اس ریگ زار ہستی پر

ابھر سکا جو نہ پورا وہ نقش پا ہوں میں

جو ہر طرف سے ہواؤں کی ٹھوکریں کھائے

در قبول کی رد کردہ وہ دعا ہوں میں

نہ حوصلوں میں تموج نہ ولولوں میں خروش

اسی کا نام ہے جینا تو جی رہا ہوں میں

وفا پہ طنز ہے آوارگیٔ شوق نہیں

ہر آستاں پہ جو سجدے بکھیرتا ہوں میں

بدل سکی جسے اب تک نہ بے رخی تیری

وہی وفا کا ستایا ہوا رضاؔ ہوں میں

امیر رضا مظہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Tarah Bhi Jo Is Reg-zar-e-hasti Par

Ameer Raza Mazhari

kisi tarah bhi jo is reg-zar-e-hasti par
ubhar saka jo na pura wo naqsh-e-pa hun main

jo har taraf se hawaon ki Thokaren khae
dar-e-qubul ki rad-karda wo dua hun main

na hauslon mein tamawwuj na walwalon mein KHarosh
isi ka nam hai jina to ji raha hun main

wafa pe tanz hai aawargi-e-shauq nahin
har aastan pe jo sajde bikherta hun main

badal saki jise ab tak na be-ruKHi teri
wahi wafa ka sataya hua 'raza' hun main

(668) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Tarah Bhi Jo Is Reg-zar-e-hasti Par written by Ameer Raza Mazhari at UrduPoint. Kisi Tarah Bhi Jo Is Reg-zar-e-hasti Par is one of the masterpieces written by Ameer Raza Mazhari. You can also find the complete poetry collection of Ameer Raza Mazhari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Raza Mazhari' above.

Kisi Tarah Bhi Jo Is Reg-zar-e-hasti Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Tarah Bhi Jo Is Reg-zar-e-hasti Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.