Sun Ke Har Samt Siskiyan Maine, Urdu Ghazal By Ameeta Parsuram Meeta

Sun Ke Har Samt Siskiyan Maine is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameeta Parsuram Meeta. Sun Ke Har Samt Siskiyan Maine comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sun Ke Har Samt Siskiyan Maine on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سن کے ہر سمت سسکیاں میں نے

امیتا پرسو رام میتا

سن کے ہر سمت سسکیاں میں نے

بند کر لیں تھیں کھڑکیاں میں نے

یہ بھی دستور ہے محبت کا

ہار کر جیتی بازیاں میں نے

ہاتھ اٹھتے نہیں دعا کے لیے

اب جلا دیں ہیں عرضیاں میں نے

ہم سفر وہ جو ہم سفر ہی نہ تھا

اور پھر کر لیں دوریاں میں نے

پر کتر پائی جب نہ خوابوں کے

بند ہی کر دیں کھڑکیاں میں نے

امیتا پرسو رام میتا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sun Ke Har Samt Siskiyan Maine

Ameeta Parsuram Meeta

sun ke har samt siskiyan main ne
band kar lin thin khiDkiyan main ne

ye bhi dastur hai mohabbat ka
haar kar jiti baziyan main ne

hath uThte nahin dua ke liye
ab jala din hain arziyan main ne

ham-safar wo jo ham-safar hi na tha
aur phir kar lin duriyan main ne

par katar pai jab na KHwabon ke
band hi kar din khiDkiyan main ne

(683) ووٹ وصول ہوئے

You can read Sun Ke Har Samt Siskiyan Maine written by Ameeta Parsuram Meeta at UrduPoint. Sun Ke Har Samt Siskiyan Maine is one of the masterpieces written by Ameeta Parsuram Meeta. You can also find the complete poetry collection of Ameeta Parsuram Meeta by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameeta Parsuram Meeta' above.

Sun Ke Har Samt Siskiyan Maine is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sun Ke Har Samt Siskiyan Maine, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.