Gham-e-behad Mein Kis Ko Zabt Ka Maqdur Hota Hai, Urdu Ghazal By Amir Usmani

Gham-e-behad Mein Kis Ko Zabt Ka Maqdur Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amir Usmani. Gham-e-behad Mein Kis Ko Zabt Ka Maqdur Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham-e-behad Mein Kis Ko Zabt Ka Maqdur Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم بے حد میں کس کو ضبط کا مقدور ہوتا ہے

عامر عثمانی

غم بے حد میں کس کو ضبط کا مقدور ہوتا ہے

چھلک جاتا ہے پیمانہ اگر بھرپور ہوتا ہے

کبھی ایسا بھی ہوتا ہے کہ دل رنجور ہوتا ہے

مگر انسان ہنسنے کے لیے مجبور ہوتا ہے

فضائے زندگی کی ظلمتوں کے مرثیہ خوانو

اندھیروں ہی کے دم سے امتیاز نور ہوتا ہے

نہیں یہ مرحلہ اے دوست ہر بسمل کی قسمت میں

بہت مشکل سے کوئی زخم دل ناسور ہوتا ہے

یہ سعی ضبط غم آنکھوں میں آنسو روکنے والے

سفینوں میں کہیں طوفان بھی مستور ہوتا ہے

عامر عثمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham-e-behad Mein Kis Ko Zabt Ka Maqdur Hota Hai

Amir Usmani

gham-e-behad mein kis ko zabt ka maqdur hota hai
chhalak jata hai paimana agar bharpur hota hai

kabhi aisa bhi hota hai ki dil ranjur hota hai
magar insan hansne ke liye majbur hota hai

faza-e-zindagi ki zulmaton ke marsiya-KHwano
andheron hi ke dam se imtiyaz-e-nur hota hai

nahin ye marhala ai dost har bismil ki qismat mein
bahut mushkil se koi zaKHm-e-dil nasur hota hai

ye sai-e-zabt-e-gham aankhon mein aansu rokne wale
safinon mein kahin tufan bhi mastur hota hai

(1216) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham-e-behad Mein Kis Ko Zabt Ka Maqdur Hota Hai written by Amir Usmani at UrduPoint. Gham-e-behad Mein Kis Ko Zabt Ka Maqdur Hota Hai is one of the masterpieces written by Amir Usmani. You can also find the complete poetry collection of Amir Usmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amir Usmani' above.

Gham-e-behad Mein Kis Ko Zabt Ka Maqdur Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham-e-behad Mein Kis Ko Zabt Ka Maqdur Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.