Ishq Ke Marahil Mein Wo Bhi Waqt Aata Hai, Urdu Ghazal By Amir Usmani

Ishq Ke Marahil Mein Wo Bhi Waqt Aata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amir Usmani. Ishq Ke Marahil Mein Wo Bhi Waqt Aata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Ke Marahil Mein Wo Bhi Waqt Aata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق کے مراحل میں وہ بھی وقت آتا ہے

عامر عثمانی

عشق کے مراحل میں وہ بھی وقت آتا ہے

آفتیں برستی ہیں دل سکون پاتا ہے

آزمائشیں اے دل سخت ہی سہی لیکن

یہ نصیب کیا کم ہے کوئی آزماتا ہے

عمر جتنی بڑھتی ہے اور گھٹتی جاتی ہے

سانس جو بھی آتا ہے لاش بن کے جاتا ہے

آبلوں کا شکوہ کیا ٹھوکروں کا غم کیسا

آدمی محبت میں سب کو بھول جاتا ہے

کارزار ہستی میں عز و جاہ کی دولت

بھیک بھی نہیں ملتی آدمی کماتا ہے

اپنی قبر میں تنہا آج تک گیا ہے کون

دفتر عمل عامرؔ ساتھ ساتھ جاتا ہے

عامر عثمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Ke Marahil Mein Wo Bhi Waqt Aata Hai

Amir Usmani

ishq ke marahil mein wo bhi waqt aata hai
aafaten barasti hain dil sukun pata hai

aazmaishen ai dil saKHt hi sahi lekin
ye nasib kya kam hai koi aazmata hai

umr jitni baDhti hai aur ghaTti jati hai
sans jo bhi aata hai lash ban ke jata hai

aablon ka shikwa kya Thokaron ka gham kaisa
aadmi mohabbat mein sab ko bhul jata hai

kar-zar-e-hasti mein izz-o-jah ki daulat
bhik bhi nahin milti aadmi kamata hai

apni qabr mein tanha aaj tak gaya hai kaun
daftar-e-amal 'amir' sath sath jata hai

(1811) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Ke Marahil Mein Wo Bhi Waqt Aata Hai written by Amir Usmani at UrduPoint. Ishq Ke Marahil Mein Wo Bhi Waqt Aata Hai is one of the masterpieces written by Amir Usmani. You can also find the complete poetry collection of Amir Usmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amir Usmani' above.

Ishq Ke Marahil Mein Wo Bhi Waqt Aata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Ke Marahil Mein Wo Bhi Waqt Aata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.