Wahi Safar Jo Pas-e-karwan Nahin Hota, Urdu Ghazal By Amit Bajaj

Wahi Safar Jo Pas-e-karwan Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amit Bajaj. Wahi Safar Jo Pas-e-karwan Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wahi Safar Jo Pas-e-karwan Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہی سفر جو پس کارواں نہیں ہوتا

امت بجاج

وہی سفر جو پس کارواں نہیں ہوتا

مرا سفر ہے کبھی رائیگاں نہیں ہوتا

میں چاہتا ہوں کہ ارمان دسترس میں رہیں

مجھے پتا ہے کہ بام آسماں نہیں ہوتا

ہزار چیخوں میں سنتا ہوں اس کی خاموشی

کوئی بھی زخم کبھی بے زباں نہیں ہوتا

اگر وہ دریا ترے شہر سے گزرتا نہیں

رواں تو ہوتا پر اتنا رواں نہیں ہوتا

میں ایسے جلتا ہوں جیسے کہ بجھ رہا ہو کوئی

تو ایسی آگ ہے جس کا دھواں نہیں ہوتا

امت بجاج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahi Safar Jo Pas-e-karwan Nahin Hota

Amit Bajaj

wahi safar jo pas-e-karwan nahin hota
mera safar hai kabhi raegan nahin hota

main chahta hun ki arman dastaras mein rahen
mujhe pata hai ki baam aasman nahin hota

hazar chiKHon mein sunta hun us ki KHamoshi
koi bhi zaKHm kabhi be-zaban nahin hota

agar wo dariya tere shahr se guzarta nahin
rawan to hota par itna rawan nahin hota

main aise jalta hun jaise ki bujh raha ho koi
tu aisi aag hai jis ka dhuan nahin hota

(705) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahi Safar Jo Pas-e-karwan Nahin Hota written by Amit Bajaj at UrduPoint. Wahi Safar Jo Pas-e-karwan Nahin Hota is one of the masterpieces written by Amit Bajaj. You can also find the complete poetry collection of Amit Bajaj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amit Bajaj' above.

Wahi Safar Jo Pas-e-karwan Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahi Safar Jo Pas-e-karwan Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.