Ye SannaTa Hai Main Hun Chandni Mein, Urdu Ghazal By Amit Satpal Tanwar

Ye SannaTa Hai Main Hun Chandni Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amit Satpal Tanwar. Ye SannaTa Hai Main Hun Chandni Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye SannaTa Hai Main Hun Chandni Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ سناٹا ہے میں ہوں چاندنی میں

امت ستپال تنور

یہ سناٹا ہے میں ہوں چاندنی میں

مزا بھی خوب ہے آوارگی میں

لبوں پر مسکراہٹ گال گیلے

ترا غم گھل گیا میری خوشی میں

ذرا سی دیر کو کھڑکی جو کھولے

فرشتے گھومیں گے اس کی گلی میں

گھڑی کے پیر تھکتے ہی نہیں کیا

گھڑی ایجاد کی تھی کس گھڑی میں

جو مٹی کے بنائے تھے خدا نے

یہ ایسے لوگ ہے کوزہ گری میں

جو بت خانے میں تجھ کو سوچ لیں تو

بھٹک جاتے ہیں رستہ بندگی میں

مری پہلی محبت تم تھی جاناں

تمہیں زندہ رکھوں گا شاعری میں

امت ستپال تنور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye SannaTa Hai Main Hun Chandni Mein

Amit Satpal Tanwar

ye sannaTa hai main hun chandni mein
maza bhi KHub hai aawargi mein

labon par muskurahaT gal gile
tera gham ghul gaya meri KHushi mein

zara si der ko khiDki jo khole
farishte ghumenge us ki gali mein

ghaDi ke pair thakte hi nahin kya
ghaDi ijad ki thi kis ghaDi mein

jo miTTi ke banae the KHuda ne
ye aise log hai kuza-gari mein

jo but-KHane mein tujh ko soch len to
bhaTak jate hain rasta bandagi mein

meri pahli mohabbat tum thi jaanan
tumhein zinda rakhunga shairi mein

(682) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye SannaTa Hai Main Hun Chandni Mein written by Amit Satpal Tanwar at UrduPoint. Ye SannaTa Hai Main Hun Chandni Mein is one of the masterpieces written by Amit Satpal Tanwar. You can also find the complete poetry collection of Amit Satpal Tanwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amit Satpal Tanwar' above.

Ye SannaTa Hai Main Hun Chandni Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye SannaTa Hai Main Hun Chandni Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.