Kahin Zamin Ke Par Aur Aasman Ke Par, Urdu Ghazal By Amit Satpal Tanwar

Kahin Zamin Ke Par Aur Aasman Ke Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amit Satpal Tanwar. Kahin Zamin Ke Par Aur Aasman Ke Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahin Zamin Ke Par Aur Aasman Ke Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہیں زمین کے پار اور آسمان کے پار

امت ستپال تنور

کہیں زمین کے پار اور آسمان کے پار

پرندے ڈھونڈ رہے ہیں گھر اس جہان کے پار

میں تھک چکا ہوں ترا انتظار کرتے ہوئے

مگر پکار رہا ہے کوئی تھکان کے پار

بچھڑ کے رو رہا ہے اس قدر کہانی سے

پہنچ گیا تھا وہ کردار داستان کے پار

میں تیرے وصل کی شدت سے خوب واقف ہوں

مجھے ملو تو ملو جسم کے مکان کے پار

تمہارے ذکر کا معیار خوب گہرا ہے

خموشیوں سے کہیں آگے اس زبان کے پار

یقیں کا ہاتھ پکڑ لو یہ مشورہ ہے مرا

بس ایک اجڑا ہوا دشت ہے گمان کے پار

امت ستپال تنور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahin Zamin Ke Par Aur Aasman Ke Par

Amit Satpal Tanwar

kahin zamin ke par aur aasman ke par
parinde DhunD rahe hain ghar is jahan ke par

main thak chuka hun tera intizar karte hue
magar pukar raha hai koi thakan ke par

bichhaD ke ro raha hai is qadar kahani se
pahunch gaya tha wo kirdar dastan ke par

main tere wasl ki shiddat se KHub waqif hun
mujhe milo to milo jism ke makan ke par

tumhaare zikr ka mear KHub gahra hai
KHamoshiyon se kahin aage is zaban ke par

yaqin ka hath pakaD lo ye mashwara hai mera
bas ek ujDa hua dasht hai guman ke par

(1078) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahin Zamin Ke Par Aur Aasman Ke Par written by Amit Satpal Tanwar at UrduPoint. Kahin Zamin Ke Par Aur Aasman Ke Par is one of the masterpieces written by Amit Satpal Tanwar. You can also find the complete poetry collection of Amit Satpal Tanwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amit Satpal Tanwar' above.

Kahin Zamin Ke Par Aur Aasman Ke Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahin Zamin Ke Par Aur Aasman Ke Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.